Main ho khamosh
Mere alfaz suno
Meri sanson me gujti apne
Payal ki jhankaar suno
Main ho madhosh
Mere jazbaat suno
Meri ankhon me basi khawabo ka
Kaun hai fankaar suno
Ab to parchaiyan bhi saans leti hai
Mere kamre mein
Har ek shai par naya
Noor nazar aata hai
Kanch ke sheesho par jami
Barish ki boondon ki tarah
Jahan ka kona kona bhi
Tumse hai aabaad suno
Bus to tanhayon par nahi
Phir bhi hai
Ab bhi kuch ikhtiyaar
Apni ankhon par
Dekh leta ho kabhi jo
Khile khile in phoolon ki rangat
Boojh leta ho tumhare
Dil ki har baat suno
Main Bad-Dua To Nahi Day Rah Lekin..
Dua Yeh Hai kay Ab Ussay Mujh Jaisa Naa Milay
Socha nahein achha bura dekha suna kuch be nahein
Manga khuda sey raat din teyrey siwa kuch nahein
Socha tujhey, dekha tujhey, chaha tujhey, pooja tujhey
Meyrey khata meyrey wafa, teyrey khata kuch be nahein
Jis per hamarey aankh ney moti bichaey raat din
Bejha wohi kagaz usey hum ney likha kuch be nahein
Ek sham key saey taley bethey rehtey hein hum der tak
Aankhoo sey, key batein bohat moo sey kaha kuch be nahein
Ehsas key khoushboo kaha, aawaz key jugnoo kaha
Khamosh yadoo key siwa ghar mein raha kuch nahien
Do char din key baat hey dil mein kahak mein so jaey ga
Jab qagaz rakha aag per baqi bacha kuch be nahein…………….
jaane kab p thi abhi tak hai mae e gham ka khumaar
dundla dhundla sa nazar aata hai jahaan e bedaar
aandhiyan chalti hein duniyaa hui jaati hai gubaar
aankh to mal lu zaraa hosh mein aa lu to chalu