Logo

~ Insaan

Abhi Esha kee azan ho rahee hai

Moazan kee awaz mashallah bohat piyari hai

jab woh azan detey hain tu lagta hai k insaan
is duniya mein hee nahi

mein sochney laga k waqt kaisa hai kitnee jaldi guzer jata hai aur bus yaadien de jata hai

aur her waqt guzra hoya time acha lagta hia

insaan ko guzrey wakt mein hamesha achahyee hee nazar aati hai

aisa kyoon hai

Posted on 9/17/2006 8:36:45 PM

sahi kaha lakin fragi kya insaan ko azan sun ker namaz kay liye nahin chalay jana chahiye jb chhor ker

Posted on 9/17/2006 8:39:42 PM

hanji bus leaving for namaz

Posted on 9/17/2006 8:42:15 PM

iss k kehte hein
Nostalgia <-- nostos (return home) - algos (pain)
bittersweet longing upon remembering something from the past


iss ka ilaj kuch bhi ho sakta hai,, hum suggest karte hein k
- apni ghari ulti baandh lo

Posted on 9/19/2006 11:12:30 AM

~Fragi~:
hanji bus leaving for namaz



Aap nai bilkul sahi kahaa

Posted on 9/19/2006 11:52:52 AM

yeah infact severe home sickness hai


Sall muft mashwarey ka shukaria

Posted on 9/19/2006 11:58:22 AM

As they say count your blessings

Posted on 9/19/2006 3:28:14 PM

hum right

Posted on 9/19/2006 3:33:10 PM

Group hug

Posted on 9/19/2006 3:39:20 PM


Posted on 9/19/2006 4:33:26 PM

n hamesha lagta hia k current time hee mushkil hai

Posted on 9/19/2006 6:41:40 PM

han ye to hai likin pir insaan ko ye be deek na chiyah Nabi park (P.B.U.H) ne kaya muskil wakat deekay! hum koon hotay hai complain ker ne wallay?

Posted on 9/19/2006 7:56:11 PM

so true

Allah hum sab ko naik rastey per chalney kee taufiq dey

Posted on 9/19/2006 11:13:08 PM

AMEEN S.AMEEN

Posted on 9/19/2006 11:27:51 PM

shahrukh khan:
ab kya hua hai



fikar e akhrat

Posted on 9/20/2006 9:07:51 AM

shahrukh khan:
ab kya hua hai


kuch nahi soch ker sharmindagi ho rahi hai jo jo ghaltyan ki

aur kuch tu jin ka pata bhi hai ke ghaltyan hain
mager phir bhi ker rahyen hain

un sab per afsos ho raha hia

Posted on 9/20/2006 11:42:09 AM

~Fragi~:
so true

Allah hum sab ko naik rastey per chalney kee taufiq dey




Aameen Summa Aameen

Posted on 9/22/2006 3:02:38 PM

aab ramadan aaraha hia .. inshallah aab sab acha hoga

Posted on 9/22/2006 4:50:18 PM