Logo

~~salam~~

salam
sub kaisay hain
kiya ho raha haii ajj kaal
kaisa ja raha haii ramazan
koyii mota ya slim howa ya waisay ka waisa hii

Posted on 9/29/2006 8:33:57 PM

Waalaikum assalam
Sab koi nya mem hai kya
aajkal ludo n chess khel rahe hain khelo gay
Cycle pe jarha hai abhi tu bhai ramdan
haq haaaaaaaaaaaaaaaaaaa

Posted on 9/29/2006 8:45:07 PM

w salam

janab ap aur idher JB per
bari baat hia ke ham bhi yaad hain ap ko

ramdan bhi ja hi rha hia
yar main wesye ka wesa smart hoon
rapu
lg
dia
qv
sall
chandani
yeh sab galz moti ho gaye hain

Posted on 9/29/2006 9:00:02 PM

walaikum salam

aj kal Cf buhat jhoot bolnay laga ga..kuch karna paray ga Cook kay hath ka khaan akha kha kar ye khud motay hogai hain hum sab gurlz tou slim n smart hain


Posted on 9/29/2006 10:01:34 PM

lolzzz sub theek thak
srk bahii bus roza mujy rukh raha haii

yar cf larkiyon ka kam haii mota hona aur kiya bus khati hi rahti hain

rapu ramazan bahii ka nai poocha ramazan ka poocha haii

Posted on 9/30/2006 8:42:17 PM

~dia~:
walaikum salam

aj kal Cf buhat jhoot bolnay laga ga..kuch karna paray ga Cook kay hath ka khaan akha kha kar ye khud motay hogai hain hum sab gurlz tou slim n smart hain



nahi jeee yeh sach hai ke sari ki sari moti ho gaye hian

he na QV    

Posted on 9/30/2006 9:27:48 PM

heart_hacker:

yar cf larkiyon ka kam haii mota hona aur kiya bus khati hi rahti hain


tu aur kiya

i agreeeee

Posted on 9/30/2006 9:29:11 PM

apne kab dekha hai ap boys kam kahtay ho 4 rotiya toba pat hai ki khoowa
KHUDA KA KHOF KARO KUCH

Posted on 10/1/2006 2:34:30 AM

mard bachye hain
kaam kernye hotye hain itnye zyada
tu ab khayen bhi na


Posted on 10/1/2006 2:44:59 AM

apun to pehle ki tarah smart smart sa hay

Posted on 10/1/2006 11:46:28 AM

heart_hacker:
salam
sub kaisay hain
kiya ho raha haii ajj kaal
kaisa ja raha haii ramazan
koyii mota ya slim howa ya waisay ka waisa hii


wa alekum assalam warahmatullah...
Alhamd-O-Lillah..
uffffffffff kal tak to na poochain k kya ho raha tha..
Aaj.. albatta kuch nahi ho raha..

Posted on 10/1/2006 1:52:59 PM

jo kuch nahi karte kia kamal karte hain

Posted on 10/1/2006 2:06:20 PM

hum to bhool e gaye thay. .. k aaj hum kammal kar rahay hain...

Posted on 10/1/2006 2:20:02 PM

isi khushi main ek khana ho jaye

Posted on 10/1/2006 2:55:06 PM

SURE..
aaj aap apni taraf se khana zaroor kha lain..

Posted on 10/1/2006 3:00:24 PM

nahi sam ki tarf se

Posted on 10/1/2006 3:02:43 PM

mere paas to pese nahi hain.. aor bartan mujhe dhone nahi aatay...

Posted on 10/1/2006 3:06:36 PM

Doctor Sam:
mere paas to pese nahi hain.. aor bartan mujhe dhone nahi aatay...



time per sab kuch a jata hia no tension

Posted on 10/1/2006 3:12:18 PM

cutefriend:
~dia~:
walaikum salam

aj kal Cf buhat jhoot bolnay laga ga..kuch karna paray ga Cook kay hath ka khaan akha kha kar ye khud motay hogai hain hum sab gurlz tou slim n smart hain



nahi jeee yeh sach hai ke sari ki sari moti ho gaye hian

he na QV    


nhe hoi nhe hoi...
ap hogai hain

Posted on 10/1/2006 4:54:10 PM

cutefriend:
w salam

janab ap aur idher JB per
bari baat hia ke ham bhi yaad hain ap ko

ramdan bhi ja hi rha hia
yar main wesye ka wesa smart hoon
rapu
lg
dia
qv
sall
chandani
yeh sab galz moti ho gaye hain




HH broooo,, dekho inko

girls moti kahan hoti hain ????

CF bro mottey zaroor ho gain hain, sachi muchi

Posted on 10/1/2006 4:56:08 PM