Logo

-- confession --

quaid-e-azam bhi fot ho gya...alama iqbal bhi..meri tabiyat bhi theek nahi rehti sooch reha hoon mafi mai bhi mang loon....

Posted on 10/19/2006 7:23:30 PM

QUEEN VICTORIA:
it means jab sab kay samnay tang kiya tha to sab ko naam pata tha kay kis ko tang kiya ja raha hai so ab jab sab kay samnay confess kiya hai to sab ko naam bhi pata hona chahiye kay kis say kiya hai

sab ko andaza nahi hua abhi tak


shahrukh khan:
sab ke samne tabhi sabko pata hi nahi kaun hai

tum ko to nahi batana me ne
aur pitttooooo



lynx:
quaid-e-azam bhi fot ho gya...alama iqbal bhi..meri tabiyat bhi theek nahi rehti sooch reha hoon mafi mai bhi mang loon....

maafi to hum sab ko mangni chaiye
aik akhri azeem hasti bhi rukhsat hone ko hai

Posted on 10/19/2006 8:12:24 PM

mera tu khiyaal hai k us maafi kee kabhi zaroorat nahi thee us insaan ko .. per chalo acha hai jab ek sath hanstey boltey hain tu eik dosrey k dukh sukh ka bhi khiyaal rakhna chaiyee

Posted on 10/20/2006 9:29:19 AM

lynx:
quaid-e-azam bhi fot ho gya...alama iqbal bhi..meri tabiyat bhi theek nahi rehti sooch reha hoon mafi mai bhi mang loon....

hum ne abhi quaid-e-azam aur allama iqbal ko muaf nahin kya to tumhain itni jaldi kaise karen gay

Posted on 10/20/2006 11:06:47 AM

ek aur maafi

Posted on 10/20/2006 11:27:34 AM

kash kash

Posted on 10/20/2006 4:11:29 PM

nahi tu

Posted on 10/20/2006 4:27:52 PM

Confessionas baht hain lekin kia karoon itna bara dil nahi hay

Posted on 10/27/2006 4:59:49 PM

hmmmmmmm yoko height use kerwaoo dil ko bhi

Posted on 10/27/2006 11:44:42 PM

chalo kissi ko tu khiyal aya tha

Posted on 11/9/2006 11:45:04 AM