Logo

awards

pak ko koi bhe nahin mila jabkay m.yousif boht catg main tha or uske perfromence bhe apkay samnay hai or pehlay kaha kay beshak m.asif pay ban lag gaye usay award mil sakta hai bad main mukar gay yeh icc nay saf ronde mar hai pak kay sath

Posted on 11/5/2006 4:16:42 AM

awards abhi tak dekhain nahi sirf announcement suni news
channels pe.Indian media pehlay keh chuki thi kay kisi bhi indian ko award nahi milnay wala laikin phir bhi
Rahul Dravid ko mila.

Posted on 11/5/2006 8:01:07 AM

kyionkay wahan say aksar spons mil jatay hain icc ko bechara pak kay pass na spons hain na he media strong hai na he inka board strong hai mughay baqeyion ka dukh nahin lakin m.yousif kay sath boht zeyiadte hoye hai last year usnay sab say zeyiada avg kay sath score keyia tha yhe to wohe howa world ka no.1 bestmen inze tha or usay world 11 main selsct nahin keyia yeh goray pata nahin kab muslon say nafrat karna chodr mera dil karta hai do lagayion melcum speed ko ganday loog

Posted on 11/6/2006 1:42:52 AM

muslims se hi nahi asians say angraiz kaafi ziyati kartay hain.

Posted on 11/7/2006 8:49:37 AM

yehe to masla hai indian kay pas boht power hai isliay woh apna haq hasil kar laytay hain kyionkay wahans ay icc ko kafe sponcer miltay hian uskay ilawah sri lanka ka board kafe strong hai woh bhe bach jatay hian
jaywerdna ke to balay balay ho gaye
imran khan ke spech badre zabardast the
one day team main irfan pathan or youghrag singh ko rakhna zulim hai inko india walay nahin rakhtay or icc nay rakh leyia uper say rahul ko captian kuch to hath hola rakho ronde marnay main

Posted on 11/8/2006 1:55:47 AM

you must be right but i think that yuvraj singh nay iss saal kaafi achi performance di,irfan pathan ki performance pakistan kay khilaaf kaafi achi thi,shayad isi waja se unhay team main rakha gaya.

Posted on 11/8/2006 8:28:12 AM

to hamaray m.yousif nay sare dunyia ko phenta lagyia hai usay srif test main rakha or pathan ke srif pak kay khalaf ache the bad main jo uska hal huwa tha apnay bhe daykha hoga team say nikal deyia tha abhe icc trophy main bhe daykha hoga or yougraj ke ache the lakin itne nahin kay usay world kay top 5 bastmano main rakha jaye par pesa badre chez hai sab kuch karwa layta hai

Posted on 11/8/2006 2:54:45 PM

yaa ho sakta hain aur nahi bhi ho sakta.

Posted on 11/9/2006 8:07:22 AM

humm ap bhi apnay point pay ticky hoye hain ok m.yousif nay aj phir sabit kar deyia sukay sath na insafi hoye hai ap pathan ya youghrag kay haq main kyia points dayngi

Posted on 11/14/2006 1:50:17 AM

yuvraj singh continuously 4 times man of the series rahay.
Irfan pathan ki hat trick 1st over main.

Posted on 11/14/2006 8:58:53 AM

sun_shine:
yuvraj singh continuously 4 times man of the series rahay.
Irfan pathan ki hat trick 1st over main.

chelo youghraj wali bat man layta hon
lakin aik hatrick say ap poray sal ki bori performence ko nahin bhula sakta sall main 364 din hotay hain 1 nahin

Posted on 11/15/2006 1:07:37 AM

per shayad aik din aisa ho jo pooray saal kay dino pe haavi hojaye.

Posted on 11/15/2006 8:42:41 AM

no no cricket main esa nahin chalta mem
r.ponting ko test player of the year mila hai uski avg 67 thi jabkay m.yousif ki 83
shane bond ko one day 11 main rakh leyia jabkay usnay sal main 5 one day bhi nahin khaylay funy na

Posted on 11/16/2006 1:33:06 AM

yaa seriously now. i think shayad haa m.Yusuf kay saath na insaafi hue hain.per shayad M.Yusuf ki performance kahi pe baki award winner players se kam achi thi.
koi na koi reason to hain iska .

Posted on 11/16/2006 8:45:00 AM

bara simple reason hai m.yousif musilman tha or sab sa bari bat uska link pak say tha jiska na board strong hai na hi uskay pass india jitnay sponcers hain otherwise ager records pay jayen to m.yousif sab say best tha record wohi boltay hain jo insaan ki performence hoti hai woh apnay pass say nahin banaye ja saktay na ager sukay bad bhi unhay koi na manay to yeh uski hat dharmi hi ho sakti hai

Posted on 11/17/2006 1:06:59 AM

dekhain Irfan Pathan bhi to muslim hain.per Pakistani honay kay natay shayad yehi reason ho.kyunki main kuch sure keh nahi sakti kay kya waja hain.

Posted on 11/17/2006 8:23:54 AM

irfan beshak musilm hai lakin uskay pechay india ka board hai jiskay agay icc ki bolti bandf ho jati hai ager apko pata ho to icc awards hamnesha india main hotay hain sponcers ki wajah say or unkay liay awards kharidna koi mushkil nahin hai apko aik or bat bhi bata chelo kay india ki aksar girls word main ja kay miss world,universe or is tarahn kay j titles jheti hain inkay pechay bhi sponcers ka hath hota hai na kay unkay husan ka

Posted on 11/19/2006 5:03:09 PM

jee ho sakta hain kay aisa hota ho ya shayad nahi hota ho.mujhay is baray main ziyada ilm nahi.

Posted on 11/20/2006 8:47:04 AM

hota hota hota main nahin karta par esa hi hota hai jamana boht kharab hai je ap achi hain to iska yeh matbal nahin hai main bhi acha hon ghor kejiayga

Posted on 11/21/2006 1:52:42 AM

oh nahi.insaan apni baaton se pehchaana jaata hain kay woh kaisay hain.

Posted on 11/21/2006 8:37:34 AM

sssachi main phir to main apkay ilawah har jagha bara badnbam honga

Posted on 11/22/2006 2:20:57 AM

kyun?aisa kya hua.

Posted on 11/22/2006 8:51:58 AM

bus je yeh zuban kabhi kabhi sach bol dayti hai jo yar logoon ko acha nahin lagta

Posted on 11/23/2006 1:15:46 AM

sach bolna achi baat hain.per aaj kal log sach kahan sunna pasand kartay hain.per hum sachai ka saath to dai saktay hain.

Posted on 11/23/2006 8:59:50 AM

bus kyia karayn yehi to masla hai mughay ager koi sahi bat pay bora keh day to main bora nahin manata lakin ager yaron ko kuch kehdo to naraz ho jatay hain isliay boht khyial rakhna parta hai bat kartay waqt

Posted on 11/24/2006 12:50:00 AM

apkay friends naraaaz ho jatay hain?
sachai ka saath har haal main dena chahiye.

Posted on 11/24/2006 9:15:17 AM

friends to itna nahin albata dosray yar loog naraz ho jatay hain
lakin ajkal yeh thora mushkil kam hai na kyia karayn ager har bat ka sacha ans dayn to loog khamkha hurt or phir naraz ho jatay hain boht mamoli si baton pay jhoot bolna parta hai takay koi hurt na ho

Posted on 11/27/2006 1:06:20 AM

yaa shayad aisa ho.

Posted on 11/27/2006 9:24:25 AM

baqol apkay meri baton say lagta hai main charif bacha hon apko aik bat bata hon main yahan ka wahid user hon jis say aiks ay zeyiada loog naraz hongay

Posted on 11/28/2006 1:18:54 AM

woh kyun?

Posted on 11/28/2006 9:08:44 AM

bus pata nahin jab say ayia hon do char phaday ho chukay hain melay aik fg say phir lg say lakin ab kafi safaye ho gaye hai

Posted on 11/29/2006 12:29:22 AM