Logo

mujhko yakeen hain

humain dunya say kya matlab,madrasa hain wattan apna                
kitabon main dafan hongay,warak hoga kafan apna

Posted on 1/25/2007 8:28:06 AM

good one

Posted on 1/25/2007 8:32:03 AM

yeh apni wali ko kaha ya meri wali ko

Posted on 1/28/2007 12:48:32 AM

Jan kar bhi tum mujhe jan na paye,
aaj tak tum mujhe pehchan na paye,

khud hi ki hai bewafai hum ne,
ta ki tujh pe koi ilzaam na aaye...

Posted on 1/28/2007 12:49:08 AM


Posted on 1/31/2007 11:35:07 PM

thansk

Posted on 2/1/2007 11:34:09 PM

most welcome jee

Posted on 2/2/2007 11:07:21 PM

oh realy

KASH ESA HOTA
wafa main ager sila hota
phir na zindgi main humayn koi gila hota
phir na kartay chand ki justago
ager woh aik shakis hamayn mila hota

Posted on 2/5/2007 11:30:10 PM

good one

Posted on 2/6/2007 12:24:44 PM

thansk madam ab apki bari hai

Posted on 2/12/2007 1:58:55 AM

aray nahi mujhay ziyada poetry nahi aati isi liye.

Posted on 2/28/2007 1:37:24 AM

apki dosti ko hum istrahan mantay hain
k isay nibhana apna emaan mantay hain
hum woh nahin jo dosti main jaan day dain
q k dost ko hum apni jaan mantay hain

Posted on 3/3/2007 1:51:52 AM