Logo

BADEL JATAY HAIN


Sabhi Jazbaat Khayalat badal jatay hain
Youn Mohabbat mai yeh din raat badel jatay hain

Pyar to unko bhe hai ham sai magar janey kyoun
Ham karain baat to woh baat badal jatay hain

Posted on 11/24/2006 11:17:50 PM

nice one

Posted on 11/25/2006 6:28:42 AM

good one

Posted on 11/25/2006 8:28:58 AM

Pyar to unko bhe hai ham sai magar janey kyoun
Ham karain baat to woh baat badal jatay hain


oh afsos ha sun ker

Posted on 11/25/2006 10:52:36 AM


Jee is mai afsos kesa? Kabhi to iqrar bhe a jae ga.

Posted on 11/25/2006 12:36:59 PM