Logo

Ghazal: Mahabbatoon ka tiri...

Assalam o Alaikum
aap ahbaab ki khidmat meN aik Ghazal paish kar raha hooN,

Wassalam
Ameen Asim


Posted on 11/28/2006 10:39:02 PM


Nice Attempt.


Posted on 11/29/2006 8:19:06 AM

very good poetry

Posted on 11/30/2006 8:47:02 AM

good hai but kuchh ghalti hai imla ki

Posted on 11/30/2006 3:39:51 PM

QUEEN VICTORIA:
good hai but kuchh ghalti hai imla ki


Aadab aap ne Ghazal pasand ki, Shukrai, aap ne yahaaN imla ke ghalati ki nishaan dahi nahiN ki, baraay karam , aghlaat ki nishaan dahi kijiyay ta ke usay door kia ja sakay,

Wassalam
Ameen Asim

Posted on 12/11/2006 9:24:11 PM

MashaAllah Amin Asim saheb..aik say barh ker aik..Allah Naz-r-ebad say bachaye...

Kaafi munfarid khayaalaat hainn...specially,.."Faseel-e-jabr mainn lekin shagaaf mainn nay kiya"


From which city are you...? And do you attend Adabi Mahaafil ?

Posted on 12/11/2006 11:22:28 PM

Aadab!
QUEEN VICTORIA jee aap ka dili shukr guzar hooN ke aap ne Ghalati ki nishaan dahi ki, meri twaju nahiN gai
Ghazal ke phelay miCra meN ehtitaag mujay Ain se likhna tha
aur maqta meN janchna ko meN che se likh gia
is saa'w per maazrat ka talib hooN

aur New_beau jee

aap ka shukria aap ne Ghazal pasand ki,,
Wassalm
Ameen Asim

Posted on 12/19/2006 8:19:46 PM

ameen aap mujhay pwhlay ye batain aap ko doosaa id bana'nay ki zarurat kyun pari kya aap nay jis id say ye post ki usi say dobara login nahin ker paye?

wo id aap nay 4 march 2005 ko banay aur ye doosara 16 nov 2005 ko kyun?


aur aap regular aaya karain takay hum aap ki poetry perh sakain

Posted on 12/19/2006 8:25:06 PM

pehlay misray main i think wahan AETARAF aana tha AEHTARAAF nahin
aen aani thi hay ki jagha

word AAENAY main yeh missing hai

Posted on 12/19/2006 8:26:08 PM

great

Posted on 12/19/2006 8:31:48 PM

cool poetry

Posted on 12/19/2006 9:24:17 PM