Logo

Khush-Haal se Tum bhi lagtay ho

i have posted the poem before.. Posting it again to share with the new comers.. and also i want to know The Poet name.. and also if there is any mistake in the poem.. Let me know.

kya ye Khalil-Ullah Farooqi ki hey?





Posted on 12/17/2006 7:06:32 PM

Mainn tou nai jhukoon ga

Posted on 12/17/2006 7:11:55 PM

Mohabbaton main anaa ka kya kaam...

Poet ka pata kar saktay hain aap Nb jee...

Posted on 12/17/2006 7:13:34 PM


Sahi kaha MOHABBATON MAI ANA KA KYA KAAM...
Boht Khobsorat Sharing...


Posted on 12/18/2006 10:18:37 AM

main ne jo poocha hey, koi uska jawab bhi de day...

Posted on 12/18/2006 6:21:23 PM

SAM i juz love this one.
n u r rite ye KHALIL ULLAH FAROOQI ki hai

Posted on 12/18/2006 6:28:02 PM

Doctor Sam:

Poet ka pata kar saktay hain aap Nb jee...


Asman se Tapki:
SAM i juz love this one.
n u r rite ye KHALIL ULLAH FAROOQI ki hai


Yeh Obaidullah Aleem ki Hay

Posted on 12/18/2006 8:23:34 PM

wasay ya acha
and is kay poet aap hi lagtay ho
wasay mujhay nahin pata

Posted on 12/18/2006 9:08:41 PM

Jahan tak main ne suna aor aik magazine main parha tha, Ye Khalil-Ullah Farooqi ki hey..

Kisi ko Khalil-Ullah Farooqi k baray main kuch pata hey, Kya ye wo hain jo City fm 91 radio pe programme kartay hain...

kahien net pe hey ye nazm...

Posted on 12/18/2006 9:56:13 PM

nida khan:

and is kay poet aap hi lagtay ho


Kion jee

Posted on 12/18/2006 9:57:18 PM


Posted on 12/18/2006 10:07:59 PM


Posted on 12/19/2006 10:41:13 AM

Doctor Sam:
main ne jo poocha hey, koi uska jawab bhi de day...


pehlay saray apnay tajurbay tou bata lain



dr sb aap kay kisi sawal ka jawab nahin meray pas

laikin nazam meray dil ko lagi hai

jhuknay wali baat kuch ger ber hai

Posted on 12/19/2006 4:57:13 PM

aik sher yaad a raha hey,

Azal se rach gai hey sarbulandi apni fitrat main
Mujhe buss tootna aata hey, Jhuk jana nahi aata

bachpan main kahien parha tha. Mujhe samajh nahi aati k Log jhukne ko itna issue kion bana lete hain. Mohabbat main aor kisi bhi relation ko qayam rakhne main Sacrfices hotay hain, aor kisi ne kisi hadd tak, kabhi na kabhi kisi aik ko jhukna parta hey...

i mean... In Mohabbat, JHUKNA is not issue...

Unless koi aapko self respect ko hurt karay....

Posted on 12/19/2006 11:55:24 PM

haaaye agar aap tareef na kartay to Main to buss....

aapka ehsaan hey guitar walay bhai

Posted on 12/21/2006 6:52:21 PM

Doctor Sam:
aik sher yaad a raha hey,

Azal se rach gai hey sarbulandi apni fitrat main
Mujhe buss tootna aata hey, Jhuk jana nahi aata

bachpan main kahien parha tha. Mujhe samajh nahi aati k Log jhukne ko itna issue kion bana lete hain. Mohabbat main aor kisi bhi relation ko qayam rakhne main Sacrfices hotay hain, aor kisi ne kisi hadd tak, kabhi na kabhi kisi aik ko jhukna parta hey...

i mean... In Mohabbat, JHUKNA is not issue...

Unless koi aapko self respect ko hurt karay....



SAM i agree. agar banda jhuk jaey to bht se relation tootnay se bach jaty hain.or muhabat may ego ki gunjaish nishtaaa

Posted on 12/21/2006 11:26:42 PM

new_beau:
Doctor Sam:

Poet ka pata kar saktay hain aap Nb jee...


Asman se Tapki:
SAM i juz love this one.
n u r rite ye KHALIL ULLAH FAROOQI ki hai


Yeh Obaidullah Aleem ki Hay


NB ye ubaid ullah aleem k kis majmooay may shamil hai? can u plz tell me name.

Posted on 12/21/2006 11:29:26 PM

i dont think ye obaid-Ullah aleem ki hey....

Posted on 12/22/2006 7:30:17 PM