baat haath pey haath rakh ker bhetney kee nahi hai .. baat feelings kee hoti hai attachments kee hoti hai affiliations kee hoti hai
Baat ho rahi thi K " zaroori nahi jo kaha ja sakay wo kiya bhi ja sakay" Theeek ?
lekin agar aap pehle e ye soch lain gay k YE NAHI HO SAKTA to kabhi nahi ho ga.. Atleast u have to try . Koshish kiye baghair kese kaha ja sakta hey k ye kaam ho sakta ye nahi...
ab is baat ko aap kahien bhi apply kar lain, feelings main attachments main affiliation main..
per u know kehtey hain k jis rastey kee manzil hee unknown hoo wahan kiya jana
secondly insaan akser apney khiyal mein positive move kar raha hota hia .. per woh infact positive direction hoti nahi ..shaid aisa hee akser logo k saath hota hia