koi baat nahi mein tu bas mg sey kah rahi thee kay ussay kiss par yakeeen a gia mein nay tu kaha tha kay
hum wafardar hai mohabat mein.......
ab kia pata kay mg kis mein wafardar hai?
yeh pehalay tu nahi batia na hum ko
baray raaz chpa kay rakay hai........
aur parwana nahi shama hamesha parwanay kee chahat
mein jaltee hai...........