Logo

Guest Of The Week(AST)

~CHANDNI~:



ham   say   dosty karny kay   liye   to koi   khass   paper   ; nahi &nbs p;  balnay party   lol u r    most welcome   every time


thank u

Posted on 2/26/2007 9:55:12 AM

hum ko pehlay hee pata tha . aapkee sehat dekh ker mashallah andaza hota hai

Posted on 2/26/2007 9:55:28 AM

hum ne khud se ehad kar rakha hai na k apnay fragi bhaya se peechay nai rehna sehat k muamlay may

Posted on 2/26/2007 10:00:08 AM

arey ji hum tu masoom sey hain dubley patley

Posted on 2/26/2007 10:07:15 AM

ap doublay hain

Posted on 2/26/2007 10:13:49 AM

Asman se Tapki:
new_beau:
Aap Doc Sam say Larti kiyun ho ??    



drs se mje khuamkhaw ka bair ha isliay


Explain Please

Posted on 2/26/2007 10:21:47 AM

Asman se Tapki:
ap doublay hain



koi shak ??

Posted on 2/26/2007 10:23:22 AM

arey acha hua ap nay explain karnay ka keh dia yunhi kisi dr. ko bura lag jata or yahan tashreef lanay waly to sam jesay achay achay drs b hain na.

janab maine yunhi,. aiven , khuamkhaw may ye bat likh di. hamain dr.sam ya aur drs. se koi bair nai ha.

asal main Sam se to hum aik topic may izhar e muhabat b farma chuky hain to loagon ko shak na ho isliay hum jhagra karty hain ab us se


Posted on 2/26/2007 10:26:00 AM

arey bhena aap hamarey masoom bhai ko pareshan na karo na

Posted on 2/26/2007 10:33:02 AM

haey main mar jawan...gur kha k

drs. masoom ho jaen to phir aam banda to wese e farishta ha

Posted on 2/26/2007 10:36:35 AM

acha waisey eik q aya meray zehan mein

Jb per apko ager eik din kee hakumat mil jaye tu aap kaunsey forums per kiya kiya change layo gee

Posted on 2/26/2007 10:45:10 AM

fragi baba hakumat karnay ka hamain shok nai

Posted on 2/26/2007 10:49:07 AM

yani jb sey lagawat nahi

Posted on 2/26/2007 10:50:47 AM

Asman se Tapki:
arey acha hua ap nay explain karnay ka keh dia yunhi kisi dr. ko bura lag jata or yahan tashreef lanay waly to sam jesay achay achay drs b hain na.

janab maine yunhi,. aiven , khuamkhaw may ye bat likh di. hamain dr.sam ya aur drs. se koi bair nai ha.

asal main Sam se to hum aik topic may izhar e muhabat b farma chuky hain to loagon ko shak na ho isliay hum jhagra karty hain ab us se



Izhaar-e-Mohabbat

Posted on 2/26/2007 10:54:26 AM

~Fragi~:
yani jb sey lagawat nahi


jis se lagawat ho wo jesa b ho acha lagta hai. tabdili ki zarorat e nai parti. wese b hum ne ye kaha k hamain hakumat ka shok nai ha.

baba jee hakumat se sher yad aa gaya suna doon kia?

Posted on 2/26/2007 11:00:32 AM

new_beau:
Asman se Tapki:
arey acha hua ap nay explain karnay ka keh dia yunhi kisi dr. ko bura lag jata or yahan tashreef lanay waly to sam jesay achay achay drs b hain na.

janab maine yunhi,. aiven , khuamkhaw may ye bat likh di. hamain dr.sam ya aur drs. se koi bair nai ha.

asal main Sam se to hum aik topic may izhar e muhabat b farma chuky hain to loagon ko shak na ho isliay hum jhagra karty hain ab us se



Izhaar-e-Mohabbat


tusi q heran ho raey o?

Posted on 2/26/2007 11:04:03 AM

Asman se Tapki:
~Fragi~:
yani jb sey lagawat nahi


jis se lagawat ho wo jesa b ho acha lagta hai. tabdili ki zarorat e nai parti. wese b hum ne ye kaha k hamain hakumat ka shok nai ha.

baba jee hakumat se sher yad aa gaya suna doon kia?


ji ji zaroor

Posted on 2/26/2007 11:10:25 AM

Sirf chaha hai tere dil ki tamana hona
Apnay maalik se hakumat nahin mangi maine

Posted on 2/26/2007 11:12:52 AM

Asman se Tapki:
new_beau:
Asman se Tapki:
arey acha hua ap nay explain karnay ka keh dia yunhi kisi dr. ko bura lag jata or yahan tashreef lanay waly to sam jesay achay achay drs b hain na.

janab maine yunhi,. aiven , khuamkhaw may ye bat likh di. hamain dr.sam ya aur drs. se koi bair nai ha.

asal main Sam se to hum aik topic may izhar e muhabat b farma chuky hain to loagon ko shak na ho isliay hum jhagra karty hain ab us se

Mujhay Reason pata chal gaya..... buss iss izhaar kay baad hi aap tapak gayee ho gi na.. Hamaaray Daktar saab nay aap ko Dawayee day di hogi



Izhaar-e-Mohabbat


tusi q heran ho raey o?

Posted on 2/26/2007 11:13:18 AM

Ab heran honay ki bari meri ha

Posted on 2/26/2007 11:17:01 AM


Khud sai larti hain????

Matlab keh bhee shairi karti hain... thats nice...


4. Apnay kalam ka kuch hisa paish karain...

5. Suna hai baqi log khanay sai rajtay (saer hotay) hain aur butt log khanay sai thaktay hain... App ki rae...?




Posted on 2/26/2007 11:40:17 AM

mera nadir kalam apnay "Guess the misrah " walay topic may parha e hoga.



main rajti hoon.

Posted on 2/26/2007 11:46:28 AM


aik he misra nazar sai guzra hai...
mai to asal shairana kalam ki baat karing..


ham nay yeh to nahi kaha keh aap thakti hain..

Gussa kb aata hai?


Posted on 2/26/2007 12:02:19 PM

Subha uth ker sab sey pehlay kaunsa kaam karney ko dil chata hai

1 akhba perhna
2 chaiyee peena
3 ya mobile per msgs perhna

Posted on 2/26/2007 12:44:06 PM

Rehan M Din:

aik he misra nazar sai guzra hai...
mai to asal shairana kalam ki baat karing..


ham nay yeh to nahi kaha keh aap thakti hain..

Gussa kb aata hai?



asal may to hamain shiri ki alif bay b nai ati hai.

apnay nahin kaha to maine b nahin kaha k main thakti hoon. sirf bataya k main BUTTNI nai hoon.

Gussa kabhi b kahin b kisi b bat par aa jata hai. or gusay may main out of control ho jati hoon. thishum thah. baad may sorry bol leti hoon kuch khas khas loagon ko. gusay ka to ye alaam hai k gusa aey to hum achi bhali job ko b lat maar k aa jaty hain.

Posted on 2/26/2007 2:30:57 PM

~Fragi~:
Subha uth ker sab sey pehlay kaunsa kaam karney ko dil chata hai

1 akhba perhna
2 chaiyee peena
3 ya mobile per msgs perhna


Dil to aik chehra dekhnay ka chahta hai par......

magar amooman subah uthtay e main pehlay dua parhti hoon or phir mobile pakar k dekhti hoon koi call ya msg to nai aya. Chaey koi bana day to 100 bismillah warna nai

Posted on 2/26/2007 2:34:17 PM


abhi tak kitnay sir phaar chuki hain...? j/k

Nick ye kyoun rakha?

koi joke sunaen....


Posted on 2/26/2007 3:22:03 PM

apko bata dia to ap darnay lagain gay mjhse.

nick aiven e yeh rakh lia.kuch or sujha nai.

Joke....rehan is a nice person

Posted on 2/28/2007 8:52:11 AM

Asman se Tapki:
apko bata dia to ap darnay lagain gay mjhse.

nick aiven e yeh rakh lia.kuch or sujha nai.

Joke....rehan is a nice person


Nahi... mai helmet pehn kar jb per aana shuru kar doon ga...


aiwaen...


leah.... yeh to app nay joke joke mai sachi aur khari baat keh de...


Posted on 2/28/2007 2:40:01 PM


Jb k ilawa kesay entertain karti hain khud ko?


aik din mai kitnay glass pani peeti hain?




Posted on 2/28/2007 2:45:09 PM