Yun dil se kisi dard ka peman nahi kertay
Ab jaan peh bani bhi hai to darman nahi kertay
Har yaad ko yun zakham banate nahi dil ka
Har teer ko pewast-e-ragejaan nahi kertay
Yeh masla ab ehle mohobat ka hai apna
Mertay hein to kuch ap peh ehsan nahi kertay
Khat layein na layein tera, Hum nama baron ko
Bus dekhtay rehtay hein pareshan nahi kertay
Aisa bhi to rakhtay nahi khanjar peh gulon ko
Itna bhi to katil ko pashema nahi kertay
Kab shamein jalata hia shab-e-mah mein koi
Tu aye to hum ghar mein charaga nahi kertay
Logon ko guman tuk nahi hota hai junu ka
Hum dil ki
tarhan chak gireban nahi kertay
Hum taj ke chalay ate hein yaro dar jana
Galib ki tarhan minat-e-darban nahi kertay

aur kitna chalo lg welks![]()
tum bhool bhi jaoo mujh ko yeh haq hia tum ko
meri baat aur hai main ne tum se muhabbat ki