yaa in jamia walon k baaray main Hum kuch nahi jaantay.Allah swt behter jaantay hain k kya hakeekat hain.
aur ek baat yeh k humain abhi western media k baaray main sochna band kardena chahiye kyunki unho nay jo samajhna tha samajh liyaa ab hamaray samajhnay ki baari hain.
oh to ab kya Govt iska bhi wohi haal karegi Jo bajaur main madrassay ka kiya tha.
yeh bhi Govt ka plan tha.Aap khud sochiye k jo log jihaad kartay hain unka Emaan buhat mazbooth hota hain wo maut say nahi dartay.yeh Molvi ya jo kuch hain agar inho nay faisla kiya tha k jihaad karaingay to kya itni aasaani say haar maan laitay.
aur vo maqsad kya he![]()
waisay ho sakta hain k yeh koi trap ho,magar jahan tak shariah nafiz karnay ka sawaal hay to meri full support unkay saath hain.