anay do zara yahan us ko yahin aan ahai us nay seedha
sun lo TUMMMM
aaj sara din main nay tumhara Telenor number try kiya but switched off tha
khaber ** nay di thi aanay ki mujhay
aaj akhir kaar main nay us ko pakar hi liya
aik jasoos nay us ka new cell nbr dia mujhay
wo 9th aril say hai pak main aur 23 tak rehna hai
aaj wah cant main pakra us ko
sialkot ki taraf janay ki tayyari thi
us nay kaha abhi jaldi hai kal ya person detail call ho gi
lets c