Logo

Apna Ajj Apna Kaal


Posted on 5/24/2007 11:02:36 AM

thxx
,,,,
Haseen Aag
Teri Peshani-e-rangeen main jhalakti hai jo AAG
Teray rukhsar ke phoolon main dekheti hai jo AAG
Teray seenay main jawani ki dehekti hai jo AAG
Zindagi ki yeh haseen AAG mujhay bhi de dey
Teri aankhon main farozan hain jawani ke sharar
Lab-e-gulran pe raqsan hain jawani ke sharar
Teri har saans main ghaltan hain jawani ke sharar
Zindagi ki yeh haseen aag mujhay bhi de dey
Aa ke zulmat main koi noor ka saman kar loon
Apnay tareek shabistan ko shabistan kar loon
Is andheray main koi shama farozan kar loon
Zindagi ki yeh haseen aag mujhay bhi de dey

Posted on 5/25/2007 4:51:39 AM

Fairl_Girl:
MERE OFFLINE SONE KE BAD







Posted on 5/25/2007 11:56:24 PM

Fairl_Girl:
thxx
,,,,
Haseen Aag
Teri Peshani-e-rangeen main jhalakti hai jo AAG
Teray rukhsar ke phoolon main dekheti hai jo AAG
Teray seenay main jawani ki dehekti hai jo AAG
Zindagi ki yeh haseen AAG mujhay bhi de dey
Teri aankhon main farozan hain jawani ke sharar
Lab-e-gulran pe raqsan hain jawani ke sharar
Teri har saans main ghaltan hain jawani ke sharar
Zindagi ki yeh haseen aag mujhay bhi de dey
Aa ke zulmat main koi noor ka saman kar loon
Apnay tareek shabistan ko shabistan kar loon
Is andheray main koi shama farozan kar loon
Zindagi ki yeh haseen aag mujhay bhi de dey


AGG hi AGG
fire fighters ko bulaooooo


nice work

Posted on 5/25/2007 11:59:02 PM

Teri tasweer meri ankhon main basee kyun hai
Jidhar dekho bus udhar tu hi kyun hai

Teri yadoon say wabasta meri takdeer hai lekin
tujhe naa paa ker meri takdeer roothi kyun hai

Mujh ko hai khaber asaan nahin tujhe haasil karna
phir bhi yeh intizaar yeh bekarari kyun hai

Barson guzar gaye meray tanhayee main lekin
Meri baanhon ko aaj bhi tera intizaar kyun hai

Teri chahat ki kasam khoon kay aansoon royaa hon
Ab nahin hai kuch bakee phir yeh jaan bakee kyun hai

Khatam huwa mera yeh afsana ek baat batadoo lekin
Anjaam tha malooom mujh ko phir yeh muhabbat kyun hai

Posted on 5/28/2007 2:50:49 AM





Teri dhleez per piyaasa aye tha
Tuney bhi auro ki tarha thokra deya
Samandar ka pani pi kar bhi piyaas na bhojhi
Kash ek bar apney Hounton es piyaase ko pani pilaya to hota
Janey Se pehle hum ko
Ek bar seena se lagaya to hota
Mutlabi-e-bewafa kah kar daman chora leya tum na
EK bar Es Na Cheaz Ko apna piyaar ka kabil samjha to hota

Posted on 5/30/2007 7:00:16 PM

zaberdasttttttttt



Posted on 5/31/2007 3:08:58 AM

thxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx cf

Posted on 6/1/2007 5:28:55 PM

welcome yar

Posted on 6/2/2007 1:57:24 AM


Posted on 6/5/2007 3:55:14 AM

chand se haseen hai chandni
chandni se haseen hai raat
raat se haseen hai zindagi
aur woh zindagi ho aap

Posted on 6/10/2007 3:11:20 AM

v nice



Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya,
Tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya,
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to,
Sab kucch zindagi mein chup-chaap sehna sikha diya

Posted on 6/12/2007 7:03:06 AM