Logo

B E W A R E

well yes n no

its gud to have friends.. u can share goods n bads wid them

but on da other hand

yes ur rite beaware cuz they can also be ur biggest enemy (if things go wrong between u n ur friend)


Posted on 5/9/2007 6:27:29 PM

Baat niklay gi to phir duur talak jaye gi..

KAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAsh.... kesi hain aaaaaaaaap... itnaaaaaaaaaaaa arsa ho gya baat e nahi hui.. shadi ki bohat bohat mubarakbaad, mera card mujh tak pohancha e nahi... :( Chalain .. Allah Ta'ala aapko hamesha khush rakhay, aameen... aor Dulhay bhai theek hain...

Jahan yaqeen ho k Kuch kehne ka faeda nahi, wahan LAFZ zaya nahi karne chahiyen.. i have already done that, ab dobara nahi.....

Posted on 5/9/2007 6:28:41 PM

kya ho gaya daktar sahib ap ko aub

Posted on 5/9/2007 9:47:50 PM

Gul Zaib Sahab!
first n last time..meri personal life k baray mein zara itehaat say baat karein!mein yeh bardasht nahi karon gi k meri shaadi shuda zindagi k baray mein mazak kiya jaye!
i am happy n INSHALLAH i wud always be happy coz my husband is really a nice person!

Admins, ya to yeh post move karein ya tell him not to talk abt my personal life..

Reh gai baat 1 % ki to app jis merzi category mein khud ko rakhein os say kisi ko fark nahi parta..kyunk khush fehmi ka koi ilaaj nahi!

Posted on 5/9/2007 10:00:36 PM

OOOPs Soorrrry mery kehny k maqsad ya nahi thaa jo ap na sumja miss Kash Beauty aub har baar ap k sumjany mai mistake hoo tu mai kya kar sakta hooon n e ways mai apni post khud he edit kar dataa hoooon

Mujy kiya zorat pari hai kisi etc k husband k bary khuch baat karooon

n e way ap ko ager khuch bura laga tou am sorrry



Posted on 5/9/2007 10:07:54 PM