Logo

- roshan khyali, awareness -

can someone explain these terms

(ps: i ve got a dictionary so plz no copy pastes here)

Posted on 6/23/2007 11:42:35 AM


Is it about Musharaf's Roshan khayali?


Posted on 6/23/2007 12:42:27 PM

roshan khyali / awareness aik tarha ki hoti hai
musharaf ki ya kissi aur ki,, aik hi baat hai


Posted on 6/23/2007 8:36:24 PM

aaj kal roshan khayali
apni hadood o qayud ko phalangnay ka naam hai

aur awareness nira azaab
insan aware ho kay bhi tamasha hi bana hua hai
aur aik aur matlab ye kay apnay matlab ki bataon hi ki awareness hai



jo zehan main aaya likh dala
wsy u know main likhti hi nahin

Posted on 6/23/2007 9:30:22 PM

thnxx queennnuuuuuuuuu


but im not asking abt AAJ KAL / Musharafs point
aise gnrl definition chaiye

Posted on 6/24/2007 6:57:16 PM

main nay apna P of v bataya hai dear musharaf ka nahin

Posted on 6/24/2007 11:15:51 PM


Musharaf ki roshan khayali ham sai different hai...


Posted on 6/25/2007 11:03:52 AM

queenu,, u explain AAJ KAL KI ROSHAN KHYALI
but u didnt give ur opinion



heran
aaap ki roshan khyali kya hai

Posted on 6/25/2007 3:50:11 PM

app he kue nahi bata detii agar kisi ore becharay ko pata nahi toee.............

chezoon ko positive sense mai dekhnay ko kehtay hain shaied
bura kaam agar khud sei be ho tub be accept karna shaied
without any personel interst chezoon ko samajna ore uss par amal be karna

Posted on 6/25/2007 6:27:54 PM

ashi,if you just want a general definition,it is available in your dictionery,why made a topic out of it?
let the cat come out of the bag,for a change this time

Posted on 6/26/2007 2:11:37 PM

freddy maharaaj
me pehle se bata du gi to aap k dimag ka fatoor kaise pata chale ga
hmmm sahi,, agree to ur views
kitne akalmand ho gae hein aap kuch arse se,,




nikama nikama hi rehna
i said gnrl def + ur views

Posted on 6/29/2007 9:56:30 PM

acha ager aisa he to freddy ne jo kaha theek kaha

Posted on 6/29/2007 10:09:34 PM