jab tak terye honton per inkar salamt hai
merye lab larzan per israr salamt hai
perwana ulfat k par jal bhi gaye tu kia
ikhlas ke pekar ka isar salamt hai
katal ke hawalye kyon kerta hia mujhye nadan
jab teri jafaon ki talwar salamt hai
lut-ti hai yahan ismat har bar sharefon ki
is seher main ab kis ki dastar salamt hai
izhar muhabat tu mumkin nahi sagar
nafrat ki agar dil main dewar salamt hai
wah wah cuty really nice![]()
![]()

wah,wah,salamat ho yaar salamat ho![]()
![]()
![]()
u welcome tarzan
tarzan