Logo

Muslims in Heaven

Same Old question...again...

Heaven meaning jannat mae..sirf muslims enter hon ge ya phir other people of other religion..such as jews, christians, hindus etc bhi enter hon gae?

why & why not? if u refering to quran & hadees, give references

Posted on 9/15/2007 12:29:23 AM

shahrukh khan:
no they cant hoppo...even they did good things...kyunki unke paas emaan nahi hoga


let's wait for other ppl to reply phir i'll give my 2 cents

Posted on 9/16/2007 6:31:38 AM

shahrukh khan:
no they cant hoppo...even they did good things...kyunki unke paas emaan nahi hoga


let's see...let's take an example...say any prophet...umnm...Hazrat Musa (PBUH)...will he go to paradise? if u say yes because he was a muslim, give references from quran & hadees to support u'r answer

Posted on 9/16/2007 6:50:39 AM

i believe that anyone who believes in One God, Hazrat Muhammad (SAW) to be the Last prophet, Judgement Day and prevents himself from Bad deeds will indeed go to Heaven..

(i need time to quote frm Quran)

Posted on 9/16/2007 3:45:05 PM

friend_16:
i believe that anyone who believes in One God, Hazrat Muhammad (SAW) to be the Last prophet, Judgement Day and prevents himself from Bad deeds will indeed go to Heaven..

(i need time to quote frm Quran)


how about prophets before holy prophet (PBUH) then? i dunno if they believed in holy prophet (PBUH) cuz how did they knew about holy prophet (PBUH) before hand...

Posted on 9/16/2007 4:59:50 PM

"Allh Tallah k nazdeek deen sirf "islam" he hai". surah Al-Imran, ayat 19

Islam ko Muslims follow kertay hein. isliay Muslims he sirf jannat mein jain gay.

surah Al-Imran mein he Hazrat Ibrahim (AS) k baray mein aya hai k "wo na isaye (christian) thay aur na yahoodi (Jew) thay balkay wo "Haneefan Musliman" yani yukso muslim thay ..

"Muslim" lafz ka matlab "farmabadaar" bhee hota hai..

Allah Tallah nay faramaya hai "jo koi deen-e-islam k siwa kisi aur deen ko chahay ga t wo deen us say hergiz qabool nahi kia jaiyga... " surah Al-Imran, ayat 85.

yani deen sirf ISLAM he hai aur wohi loog jannat mein jain gay tu Islam ko sahe say follow kertay hein.

Posted on 9/16/2007 7:32:11 PM

MOAMIN aur MUSALMAN


sab moamin jannat mei ja'ain ge, jinn mei musalman bhi hein aur baki religions k log bhi
sorry no ref...

but
moamin kya hota hai

Posted on 9/16/2007 8:12:41 PM

friend_16:
"Allh Tallah k nazdeek deen sirf "islam" he hai". surah Al-Imran, ayat 19

Islam ko Muslims follow kertay hein. isliay Muslims he sirf jannat mein jain gay.

surah Al-Imran mein he Hazrat Ibrahim (AS) k baray mein aya hai k "wo na isaye (christian) thay aur na yahoodi (Jew) thay balkay wo "Haneefan Musliman" yani yukso muslim thay ..

"Muslim" lafz ka matlab "farmabadaar" bhee hota hai..

Allah Tallah nay faramaya hai "jo koi deen-e-islam k siwa kisi aur deen ko chahay ga t wo deen us say hergiz qabool nahi kia jaiyga... " surah Al-Imran, ayat 85.

yani deen sirf ISLAM he hai aur wohi loog jannat mein jain gay tu Islam ko sahe say follow kertay hein.


baaat phir wohi ati hae ke muslim honay e liye u have to admit Holy Prophet (PBUH) is the last prophet of God, and baki earlier prophets ko kis tarah pata tha about Holy Prophet (PBUH)?

Posted on 9/16/2007 8:26:11 PM

i duno the reference of this hadith coz someone told me..

jab hazrat Adam (AS) aur HAzrat Hawa ko dunya mein utara gya tha tu dono ko alag alag jagha utara gia tha, Hazrat Adam (AS) nay arsh per kaheen kalma daikha tha "La-illa ha IllAllah Muhammad-ur-Rasulolah" tu unhein tab pata chala tha k ye Allah k khas nabi (SAW) ain gay dunya mein aur unhon nay Hazoor (SAW) ka wasta day ker maufi maangi thee Allah Tallah say..

i think jis waqt k jo bhee nabi aiy unki ummat k liay k hukm tha k wo apnay nabi ko maanain aur seedhay rastay par chalain tu unhein jannat mein bhaijha jaiy ga..

i have a limited knowledge abt this topic, can't quote anthing.

Posted on 9/16/2007 11:29:13 PM

friend_16:


i think jis waqt k jo bhee nabi aiy unki ummat k liay k hukm tha k wo apnay nabi ko maanain aur seedhay rastay par chalain tu unhein jannat mein bhaijha jaiy ga..

[\QUOTE]

excatally excatally...bilkul yehee i was trying to say k muslim hona zarori nahi hae to get into jannat...like u said...agar kisi nabi ke ummat ne us nabi ko theek tarah se follow kiya like they should then they will by will of God go into heaven


Posted on 9/16/2007 11:43:29 PM

ye hukm pehli ummaton k liay ho ga .. par hamari ummat k liay "Muslim" hona zarori hai..

is k reference ki hadees main post ker chuki hon..

Posted on 9/17/2007 11:15:42 AM