Logo

roza aur khairaat

jaan ki zakaat to roza he maal ki zakaat aap log kaise nikalte ho,matlab kya charity per bhi kuch kharch kerte hain ya nahin
kya raste main donoun taraf line laga ker kharay huay logon ko kuch dete hain ya phir institutions waghera ko
dont need much details since yeh aap ka aur KHUDA ka muamla he,bass aik general behaviour kya he hum logon ka yeh janna chahta hoon

Posted on 9/20/2007 5:32:02 PM

oye zaalmo
sadqa,khairaat ka sunte hi bhaag gay
koi to sharam karo

Posted on 9/21/2007 4:56:33 PM

hmmm yep dete hein
Allah miyan dene walon mei rakhe sab ko

Posted on 9/21/2007 5:14:46 PM

nahin matlab bhikarion ko ya institutins etc ko
ya donoun ko
per france main itne bhikaari kahan houn gay

Posted on 9/21/2007 5:19:01 PM

yahan bhi hote hein
par pak hi bhejte hein,, pak mei shayad zyada zaroorat mand log hein

kya naa,, bhikariyon ko nahi
inst ko bhi nahi,, waise individuals/families jo zaroorat k log hon

Posted on 9/21/2007 6:14:46 PM

islamic relief is a sensible choice
deserving families ko dena bhi theek he.
kya koi gov ko bhi zakat pay kerta he,apne bank accounts per

Posted on 9/21/2007 9:01:33 PM

exactly,maine dekha he k aksar log khud beshak lakhoun roopia charity main de dain gov ko aik rupia zakaat bhi nahin dete.
1st ramadhan ko yeh lambi lambi Qs banks k aagay

Posted on 9/22/2007 4:49:26 PM