Logo

shoesroom

Ashi

Posted on 9/24/2007 4:05:19 PM

oooooooo dekhooooooo
bittooo aayaaa bitttooooooo

tum ko bhi joote chaiye kya

Posted on 9/24/2007 4:11:28 PM

manay tow kuch nahee kiya ab

Posted on 9/24/2007 4:13:20 PM

jab karte ho tab parte hein kya

Posted on 9/24/2007 5:28:16 PM

Ashii:
Masha Allah se
itne baray dil waale musalman jama hein yahan





nikama pa jiiiiiiiii
ab na aae



bus karo Ashii ziada tareef mat kya karo shamoo ati hai

Ab nikamay ka ana......namumkin hai

Posted on 9/24/2007 7:30:48 PM

nikama:
cutefriend:

bilkul muft bilkul ?

yar umeed to yehi thi,isi liay main ne us ko itna warmly welcome bhi kia,per ab vo bhai ya behen dobara aye tab na    


yarrrr theek hai theek hia
meri taraf se bhi very warm welcome
aur ager kam warm ho tu oven main aur ker lena garam


aur aik pair apun ke liye bhi

Posted on 9/25/2007 1:56:01 AM

kahan hain woh jin ko jotay chahiyain?

Posted on 9/25/2007 9:15:58 AM

alladen k joote hein chaiyeh kya

Posted on 9/25/2007 9:21:29 AM

Ayesha:





mujhay laga tum mujhay eidee do gi



dil he tor dia maira




hmm asal main tu ap ki eidi banti hai choton ko dainay k liay .. i mean jo shadi shuda hota hai officially us ka status bara ho jata hai .. is liay app ko eidi daini paray ge..

Posted on 9/25/2007 11:55:29 AM

friend_16:
Ayesha:





mujhay laga tum mujhay eidee do gi



dil he tor dia maira




hmm asal main tu ap ki eidi banti hai choton ko dainay k liay .. i mean jo shadi shuda hota hai officially us ka status bara ho jata hai .. is liay app ko eidi daini paray ge..




aisa hota hai kia?


pehlay batana tha...thori aur dair say shadi kar laiti ...eidi batoor k

Posted on 9/25/2007 2:04:40 PM

ab tu ho gaiyee na shadi ab kuch nhai hosakta .. ab tu eidi daini he paray ge ..

Posted on 9/25/2007 10:52:15 PM

friend_16:
ab tu ho gaiyee na shadi ab kuch nhai hosakta .. ab tu eidi daini he paray ge ..






Posted on 9/26/2007 2:14:46 PM

Ayesha:
friend_16:
ab tu ho gaiyee na shadi ab kuch nhai hosakta .. ab tu eidi daini he paray ge ..









Posted on 9/26/2007 2:35:33 PM

aisay daikhnay say bhe kuch nahi honay wala...

Posted on 9/26/2007 3:21:48 PM

Ashii:
khair se hum yani k thora late sahi par phir bhi sahi time pe aae hein
ajii aik kya hum aap ko 10 joote dein ge
woh bhi kahiye to eid se pehle hi


anytime
aap k hathoun to zeher bhi qabool he

Posted on 9/26/2007 8:08:42 PM

rapunzel:
nikama:
rapunzel:

Muftiii(ye Fatwa dene wala muftii nhi hai)

bach k rehna main fatwa bhi laga doun ga


mere pe konsa fatwa lage ga

MOOOTIIIII

Posted on 9/26/2007 8:09:54 PM

rapunzel:

bus karo Ashii ziada tareef mat kya karo shamoo ati hai

Ab nikamay ka ana......namumkin hai

Nikama k liay namumkin kuch bhi nahin

Posted on 9/26/2007 8:11:09 PM

nikama:
rapunzel:

bus karo Ashii ziada tareef mat kya karo shamoo ati hai

Ab nikamay ka ana......namumkin hai

Nikama k liay namumkin kuch bhi nahin


kiun?


tum kia SON pari ho?

Posted on 9/26/2007 10:16:07 PM

friend_16:
aisay daikhnay say bhe kuch nahi honay wala...



par main to buhat ghareeb larki hon

Posted on 9/26/2007 10:16:59 PM


Posted on 9/27/2007 8:12:28 PM

Bitoo:

rota kyun he bacha,mujhe mile to aik pair tujhe bhi de doon ga

Posted on 9/28/2007 12:13:25 PM

Ayesha:
friend_16:
aisay daikhnay say bhe kuch nahi honay wala...



par main to buhat ghareeb larki hon


ap ki abhe recently he shadi huee hai yaar .. ap gareeb kaisay ho gaiyee??

abhe tu app k paas kaafi slamiyaan bhee aktahi hon ge ..

chalo ab bahanay nahi banaoo ..

Posted on 9/28/2007 2:06:18 PM

friend_16:


ap ki abhe recently he shadi huee hai yaar .. ap gareeb kaisay ho gaiyee??

abhe tu app k paas kaafi slamiyaan bhee aktahi hon ge ..

chalo ab bahanay nahi banaoo ..

yeh ab kuch na kuch le ker hi tallay gi

Posted on 9/28/2007 3:07:45 PM

Ayesha:
nikama:
rapunzel:

bus karo Ashii ziada tareef mat kya karo shamoo ati hai

Ab nikamay ka ana......namumkin hai

Nikama k liay namumkin kuch bhi nahin


kiun?


tum kia SON pari ho?

nahi,main NASTOOR jinn hoon

Posted on 9/28/2007 3:09:30 PM

nikama:
friend_16:


ap ki abhe recently he shadi huee hai yaar .. ap gareeb kaisay ho gaiyee??

abhe tu app k paas kaafi slamiyaan bhee aktahi hon ge ..

chalo ab bahanay nahi banaoo ..

yeh ab kuch na kuch le ker hi tallay gi


nikama ko bhe samaj agaiyee laiken aisha hai k samaj he nhai rahe ...

Posted on 9/28/2007 11:12:19 PM

vo samajhna chahti hi nahi

Posted on 9/29/2007 12:39:16 PM

haan ji paisay kharch ho rahay hon tu kisay samjh ate hai..

Posted on 9/29/2007 12:43:44 PM

nikama:
rapunzel:
nikama:
rapunzel:

Muftiii(ye Fatwa dene wala muftii nhi hai)

bach k rehna main fatwa bhi laga doun ga


mere pe konsa fatwa lage ga

MOOOTIIIII



koi farq nhi parta aise fatwon ka cz
Dunya kab chup rahti hai
kahne do jo kahti hai

Posted on 9/29/2007 1:43:43 PM

nikama:
rapunzel:

bus karo Ashii ziada tareef mat kya karo shamoo ati hai

Ab nikamay ka ana......namumkin hai

Nikama k liay namumkin kuch bhi nahin



haina kam kar nikammay k lye namumkin

Posted on 9/29/2007 1:44:00 PM

Ayesha:
nikama:
rapunzel:

bus karo Ashii ziada tareef mat kya karo shamoo ati hai

Ab nikamay ka ana......namumkin hai

Nikama k liay namumkin kuch bhi nahin


kiun?


tum kia SON pari ho?


Son pari bari hojayo Ayesha wohi starplus k ghise dramay

Posted on 9/29/2007 1:44:31 PM