Logo

maza a gaya

main kuch din mazy kar ky a gayi
wesy main yahi jb main ti mager posts nahi keya
main sweden and denmark or jarmani gayi ti

Posted on 10/1/2007 1:39:58 PM

yeh kaise mazay hue jii
rozon mei
kahin ja bhi nahi sakte bahir

Posted on 10/1/2007 1:47:32 PM

ye jarmani kaun se jaga hai?

Posted on 10/1/2007 3:47:01 PM



probably she meant germany..

Posted on 10/1/2007 3:55:45 PM

Royaa Afghan:
main kuch din mazy kar ky a gayi
wesy main yahi jb main ti mager posts nahi keya
main sweden and denmark or jarmani gayi ti


wah jee wah
barye ghom phir ke aye ho phir tu

koi pics waghera a

Posted on 10/1/2007 4:14:51 PM

haan ji bas pics daikh ker hi khush ho jain .. ap wohi send ker dein RA..

Posted on 10/1/2007 4:24:13 PM

Royaa Afghan:
main kuch din mazy kar ky a gayi
wesy main yahi jb main ti mager posts nahi keya
main sweden and denmark or jarmani gayi ti



Roya aap afghani ho nah?

Posted on 10/1/2007 7:25:24 PM

Afghani

Posted on 10/1/2007 7:29:17 PM

Rooya main bhi last week Germany main tha aap kahan thee main Frankfurt , Hesse aur Hamburg main raha tha

Posted on 10/1/2007 10:06:23 PM

woh tu ghayeb hi hon gayen

Posted on 10/1/2007 11:48:38 PM

Royaa Afghan:
main kuch din mazy kar ky a gayi
wesy main yahi jb main ti mager posts nahi keya
main sweden and denmark or jarmani gayi ti


there's no such thing as jermani

Posted on 10/2/2007 6:07:26 AM

Ashii:
yeh kaise mazay hue jii
rozon mei
kahin ja bhi nahi sakte bahir

kiu main ja sakti ho
or bi acha

Posted on 10/2/2007 5:37:22 PM

shahrukh khan:
eid par jati na

eid per pakistan ja rahi ho na

Posted on 10/2/2007 5:37:43 PM

KING OF JB:
Q Eid per u nay es ka karcha uthana thaa

fekar mat kary hum apna kharcha khud otaty hain

Posted on 10/2/2007 5:38:29 PM

KING OF JB:
maray kiyal say wash room ko kahtay hian
sket shyd app kehty hain





































Posted on 10/2/2007 5:39:27 PM

cutefriend:
Royaa Afghan:
main kuch din mazy kar ky a gayi
wesy main yahi jb main ti mager posts nahi keya
main sweden and denmark or jarmani gayi ti


wah jee wah
barye ghom phir ke aye ho phir tu

koi pics waghera a

oh pics main main bi ho na

Posted on 10/2/2007 5:40:28 PM

Ayesha:
Royaa Afghan:
main kuch din mazy kar ky a gayi
wesy main yahi jb main ti mager posts nahi keya
main sweden and denmark or jarmani gayi ti



Roya aap afghani ho nah?

yeh kiu
yaqen nahi ata

Posted on 10/2/2007 5:41:15 PM

shahrukh khan:
Ayesha:
Royaa Afghan:
main kuch din mazy kar ky a gayi
wesy main yahi jb main ti mager posts nahi keya
main sweden and denmark or jarmani gayi ti



Roya aap afghani ho nah?


japenese hai


ohhhhhhhhhhhhhh

Posted on 10/2/2007 5:41:46 PM

cutefriend:
woh tu ghayeb hi hon gayen

yaha ho
kahi nahi jao gi
ans dy baghyr

Posted on 10/2/2007 5:42:47 PM