Logo

ASHAAR

khuski o tari per qadir hai,aasaan meri mushkil ker de
sahil ki taraf kishti na sahi, kishti ki taraf sahil ker de


mana ke kathin ishq ki manzil hai musafir
jo ranj o saoobat se ho khali woh safar kia hai


mohabbat mosammon ki qaid se azaad hoti hai
suno ! suraj nikalne ka koi mausam nahi hota


hota hai teray shehair me patthar ka karobaar
hum badnaseeb hain ke hum aaeena saaz hain


jis ke saanson se muattar thay dar-o-baam teray
ay makaan ! bol kahan ab woh makeen rehta hai

Posted on 10/4/2007 10:54:04 PM

Bohut khoob malika-e-aalia


Farhat ka ik shair yaad aa giya merii taraf sey bhee kuch yahaan share hoo jaeyey.

Merii takmeel mein hissa hey tumhara bhee bohut
mein agar tum sey naa miltaa adhoora rahtaa

Posted on 10/5/2007 12:13:51 AM


Posted on 10/5/2007 1:28:43 AM

lovely

Posted on 10/5/2007 3:43:59 PM

thank u ji

Posted on 10/5/2007 10:44:26 PM

gooddd

Posted on 10/7/2007 4:17:57 AM


Posted on 10/7/2007 9:55:53 PM

QUEEN VICTORIA:
khuski o tari per qadir hai,aasaan meri mushkil ker de
sahil ki taraf kishti na sahi, kishti ki taraf sahil ker de


mana ke kathin ishq ki manzil hai musafir
jo ranj o saoobat se ho khali woh safar kia hai


mohabbat mosammon ki qaid se azaad hoti hai
suno ! suraj nikalne ka koi mausam nahi hota


hota hai teray shehair me patthar ka karobaar
hum badnaseeb hain ke hum aaeena saaz hain


jis ke saanson se muattar thay dar-o-baam teray
ay makaan ! bol kahan ab woh makeen rehta hai



Posted on 10/8/2007 6:02:08 AM

nice words.

Posted on 10/10/2007 11:25:14 AM

nice verses

Posted on 9/5/2008 6:05:12 AM

QUEEN VICTORIA:
khuski o tari per qadir hai,aasaan meri mushkil ker de
sahil ki taraf kishti na sahi, kishti ki taraf sahil ker de


mana ke kathin ishq ki manzil hai musafir
jo ranj o saoobat se ho khali woh safar kia hai


mohabbat mosammon ki qaid se azaad hoti hai
suno ! suraj nikalne ka koi mausam nahi hota


hota hai teray shehair me patthar ka karobaar
hum badnaseeb hain ke hum aaeena saaz hain


jis ke saanson se muattar thay dar-o-baam teray
ay makaan ! bol kahan ab woh makeen rehta hai


Bohut khoobsurat, Q V.

Posted on 12/16/2008 4:33:12 AM