Logo

jb k bashindoooo

pata nahi yaar.....mujhay nahi pata....main nahi karti shak....


shayad dosri larkiyan is liye karti hon k unhian dur ho k hamara hubby hamari kisi kami ko kamzori bana kar kisi dosri larki main intrest laina shuru kar day.....jo koi bhi larki bardasht nahi kar sakti.....



aur shak sirf beewiyan he nahi kartin ...mard bhi to kartay hain nah....

Posted on 12/8/2007 4:16:09 PM

aur woh larkiyaan bhi apnay shoher pay shak karti hain jo larkion say huns huns kar baatein karna apna farz samajhtay hain.....

Posted on 12/8/2007 4:17:34 PM

oh ho ayesha itna serious kiyon ho gayii yaar lite lite say comments doo na ya na ho k sub mery pechy jooty lay k bagna start kat dain

hmmm hey u kno jin ki husband zaida handsome hooon woh he karti hain hai shak wasiya shak is good thing

Posted on 12/8/2007 4:25:02 PM

haan sahi kah rahay ho....meray husband smart bhi hain aur singer bhi hain...ab socho k main kitna shaq kar sakti hon.....lol

aik doosray pay trust kartay hain nah.....aur main nay trust karna shadi k baad he seekha hai apnay hubby say.....


aray sawal he serious kar dia tha...to jawab bhi serious ho gaya

Posted on 12/8/2007 4:33:30 PM

huh ayesha rm nay ya baat apnay oper kiyon lay li mai na kub kaha k tumhary "UN-hoon" is nt handsome

yup u r rite trust ,karny say ata hai

hmm itna bhi serious nahi tha jitna tm na bana diya hai

Posted on 12/8/2007 4:46:10 PM

acha rehnay do



yah batao...tumhari beewi tum p ay shaq karti hai?

Posted on 12/8/2007 5:06:15 PM

really? ok rehnay diya


hmm itna personal Q abbhi say kiya khuch saal tou ghuzar jayan wasiya hum nay bachpan sath sath ghuzara hai woh mujy A 2 Z janti hai so no worries she knows k mai change nahi ho sakta   

Posted on 12/8/2007 5:52:51 PM

Ayesha:
haan sahi kah rahay ho....meray husband smart bhi hain aur singer bhi hain...ab socho k main kitna shaq kar sakti hon.....lol

aik doosray pay trust kartay hain nah.....aur main nay trust karna shadi k baad he seekha hai apnay hubby say.....


aray sawal he serious kar dia tha...to jawab bhi serious ho gaya


meri wife es liye shaq nahi kerti cuz na mae smart hoon nad he good looking    

Posted on 12/8/2007 11:15:11 PM

oh ya tou zaida pershani ki baat hai bhabi k liya cz jin pay shak na ho woh he chand charhaty hain lol

Posted on 12/9/2007 12:12:06 AM

ab ye us ko kon samjhaye

Posted on 12/9/2007 12:51:41 AM

Gee-Z:

ek dhond looo naik tm kar loo gay u r wol yaar
wasiya wol tumhary jasiya itnay accha insaan har larki ki wish hoti hai but sirf wish he hoti hai akhir mai un ko mery n bazi jasiya he milaty hain

n e way no worries am prayin 2008 Mai tumhari sahdi done aub plz month k na pochna


jis ki kismat mein jo hota hy woh milta hay :) Allah ki marzi mein razi hona bari baat hoti hay.

2008 .... Allah aap ki dua qabool kary- Ameen

Posted on 12/9/2007 1:51:34 AM

well said wol agree wid u

yup meri zaban kali hai so its done 2008 mai tm piya ghar sudhar jao gayy opps ager last sentnce ulta na likh diya hoo

Posted on 12/9/2007 1:58:33 AM

thx, Jab Allah kissi ka acha chahye tu puri duniya mil kar us ka bura nahi kar sakti :)

aur agar Allah ST bura karna chahein (astagfirullah) tu koi bhi nahi bacha sakta.

aap sab k liye acha socho aur achi dua mango... Allah Subhan Tallah aap say bhi razi rahein gay...

Posted on 12/9/2007 2:05:07 AM

wol Ya Jo Allah Hai na in Ki kya he baat hai ..ya khabi kisi k bura karna chatha he nahi hai woh cheez jo humain waqti buri lag rahi hoti us mai bhi Allah k Raaz hota hai mean woh bhi khuch acchy k liya hota hai n Allah apny bandooon k liya Hamisha Accha he sochta hai n kartaa hai
kam say kam ek he acchi baat hai muj mai khabi kisi k bura nahi sochta n Allah ki itni blessing hain mujpay k us say dua karty sharam atii hai k itna khuch dayna k bawajood basic cheezoon pay bhi amal nahi kartaa khar ya Mery Allah n mera matter hai

thanx bro Allah tumhari sari parshniyan khutam kary

Posted on 12/9/2007 2:14:31 AM

kafi religious talk ho gye hae

Posted on 12/9/2007 3:37:42 AM

Gee-Z:
rapunzel:
hamara maun soja aur hamain pata hi nhi chala


dieting karna start kar doo phir pata chala kary ga k moun soja hua hai ya nahi


deiting chal rahan de Bhai

Posted on 12/9/2007 1:58:17 PM

Bazigaar:
kafi religious talk ho gye hae


sorry bazi thanx god tm nay indian movie wala dilouge nahi bol diya "tm tou asiya na thay zaib " lolzzz



Posted on 12/9/2007 6:31:45 PM

rapunzel:
Gee-Z:
rapunzel:
hamara maun soja aur hamain pata hi nhi chala


dieting karna start kar doo phir pata chala kary ga k moun soja hua hai ya nahi


deiting chal rahan de Bhai



call me uncle ,dada ,chacha ,jo bhi bt dnt call me bhi .. mujy uljan honay lagti hai is say lol j/k

kiyon dekhoo tum bhi adnan sami jitna samrt ho jao gi so abbhi dieting karo

Posted on 12/9/2007 6:34:30 PM

Gee-Z:
Bazigaar:
kafi religious talk ho gye hae


sorry bazi thanx god tm nay indian movie wala dilouge nahi bol diya "tm tou asiya na thay zaib " lolzzz




nahi movies ka ab itna asar bhi nahi liya mae ne

Posted on 12/9/2007 10:52:52 PM

mai na kub kaha k itna asar i said jitna bhi 1% 2% jitna bhi lol

Posted on 12/9/2007 11:59:34 PM

haan ek do percent to ho he jata hae..after all..i am a human too

Posted on 12/10/2007 12:00:16 AM

mai kon say angrazi mai kaha rha thaa yaar mai bhi tou ya he kah raha thaa ek 2 %

oyaa oyaa so do ya mean jo aj kal k bachy 100% hain woh insaan nahi hain kiya mean 100% filmi bachy ...

bera gharkh ho shah rukh khan salman khan ammir khan in sub nay asi ki tasi kar k rakh di hai ajj kal k 16 to 23 age group wloon ki

Rahul naam tou yaad hoo ga

Dekh woh murh k dekay gi
woh kasamin waday un k kiya hua

tum bawafa hoo

is kisam k dilouge lol

Posted on 12/10/2007 12:09:42 AM

filmi dialouge kabhi kabhi unintentionally real life mae bhi use ho jatay hain

Posted on 12/10/2007 12:52:14 AM

yaar aub khuch zaida ho gaya hain

Posted on 12/10/2007 1:31:04 AM

young generation....computer, movies, songs...r taking over them..well...most of them

Posted on 12/10/2007 1:34:34 AM

wol kee shadi     

2011 ka mansooba nahi tha sohail bhai ???


Posted on 12/23/2007 7:42:08 PM

2011....hmnmn

Posted on 12/24/2007 1:29:36 AM