Logo

Rehan M Din.....6000 posts

atif aik din may 55 lagta hay bazi ka record torey ga yeh

Posted on 1/29/2008 11:36:53 AM

ONLYARBAB:
ahan doctors ya hain to
laiken aaj kal ghayab ghayab se hain
kher CONGRTAZZZZ



hazir kar letay hain... jesay jinnon ko kartay hain...

kher thanks

Posted on 1/29/2008 12:37:14 PM

ONLYARBAB:
atif aik din may 55 lagta hay bazi ka record torey ga yeh


os waqt tak baaazi aur record laga le ga... dont worry...

Posted on 1/29/2008 12:38:14 PM

kami jo mere aane se puri hogi
nahin yaar 55 posts ek din mein woh to pehla din tha na, ab mein bohat aram se sirf 10 post a day karonga

Posted on 1/29/2008 10:32:39 PM

ye atif sb kuch mashkook lag rahay hain mujhay

Posted on 1/29/2008 10:45:10 PM

acha sachi mein
meine to socha tha mein nakli passport ke saath kuch bhi kar sakta hon
kya yaar yahan to police bhi hai

Posted on 1/29/2008 10:51:23 PM

bas ji zar tafteesh kar loon for confirmation

Posted on 1/29/2008 11:00:29 PM

karlo karlo, don ko pakarna mushkil hi nahin na mumkin hai

Posted on 1/29/2008 11:05:45 PM

isi ghalat fehmi main mara jaye ga kisi din bechara don

Posted on 1/29/2008 11:16:20 PM

Don ke dushman ki sab se bari ghalti
ke woh Don ka dushman hai

Posted on 1/29/2008 11:20:20 PM

ATIF ASLAM:
kami jo mere aane se puri hogi
nahin yaar 55 posts ek din mein woh to pehla din tha na, ab mein bohat aram se sirf 10 post a day karonga



pehlay yeh bataen yahan aap ki kami thi ya posts ki???

Posted on 1/30/2008 8:51:49 AM

ATIF ASLAM:
karlo karlo, don ko pakarna mushkil hi nahin na mumkin hai


kaha tha na dhiyan sai....

abb pakray gae na...

125 posts ki sari mehnat zaya chali gai..

Posted on 1/30/2008 8:53:22 AM

Rehan M Din:
ATIF ASLAM:
kami jo mere aane se puri hogi
nahin yaar 55 posts ek din mein woh to pehla din tha na, ab mein bohat aram se sirf 10 post a day karonga



pehlay yeh bataen yahan aap ki kami thi ya posts ki???

Rehan M Din:
ATIF ASLAM:
karlo karlo, don ko pakarna mushkil hi nahin na mumkin hai


kaha tha na dhiyan sai....

abb pakray gae na...

125 posts ki sari mehnat zaya chali gai..


jaisa tum samajhlo yaar

array nahin yaar, itne aram se nahin pakra jaonga, thori der to aur khelna hai mujhe

Posted on 1/30/2008 10:32:52 PM

mera shak yaqeen main badal gaya hai

Posted on 1/30/2008 11:02:35 PM


Dhiyan sai ATIF ASLAM... shak yaqeen mai badal raha hai...

Posted on 1/31/2008 8:36:36 AM

jab shak yakeen mein badal hi raha hai to ab dhiyaan kis baat ka, jo hoga dekha jayega...

queen itna shak acha nahin, ye gunah hai

Posted on 1/31/2008 9:43:39 AM


logon ko chance nahi dena chahiye batain karnay ka...

Posted on 1/31/2008 9:59:38 AM

arre yaar uska ka shak kabka yakeen mein badal gaya lol ab kuch karne se kya faida hoga

Posted on 1/31/2008 10:02:51 AM


theek hai phir lagay raho.......

wesay shak nahi karna chahiye na...

Posted on 1/31/2008 10:11:32 AM

bikul nahin karna chahiye, ab queen ko gunah milega

Posted on 1/31/2008 10:17:41 AM


yeh meetha hota hai kya?

Posted on 1/31/2008 10:40:46 AM

yeh to ab humko queen hee bata sakti hai yaar

Posted on 1/31/2008 11:02:27 AM


tum poch lo os sai... mai to nahi poch raha...

Posted on 1/31/2008 11:15:56 AM

mujhay pehlay hi shak tha .........

jitni yeh posts kerta hai na zaroor bazi ka shagird hoo ga na ..........

congratz on soo many posts

KHAI JAAN KABI JB KO CHOR KER GHAR B CHULLAY GAYA KEREIN ...........

Posted on 1/31/2008 7:56:54 PM

chalo jo milay ga shah aap kay khatay main jama karwa doon gi dont worry

Posted on 1/31/2008 11:22:06 PM

QUEEN VICTORIA:
chalo jo milay ga shah aap kay khatay main jama karwa doon gi dont worry


chalo kara dena...itne hai ek aur sahi

Posted on 2/1/2008 4:50:50 AM

cheeta:
mujhay pehlay hi shak tha .........

jitni yeh posts kerta hai na zaroor bazi ka shagird hoo ga na ..........

congratz on soo many posts

KHAI JAAN KABI JB KO CHOR KER GHAR B CHULLAY GAYA KEREIN ...........



kis per shak tha... kyoun tha... kesay tha....

main nay kab itni posts ki hai...??

Thanks a lot buddy....

yeh batao itnay din ghayab kahan thay???

ghar jata hoon to jootay pertay hain keh ghar kyoun aae ho.. kaam karo ja kar...

Posted on 2/1/2008 8:23:29 AM





bhai jaan apko kiss nay bola k app galat tym per ghar gao

Posted on 2/1/2008 9:12:11 PM


ghar janay ka kon sa ghalat time hota hai???

mai cheeta to nai jo shikar k baghair ghar mai dakhla mana ho...

Posted on 2/2/2008 8:47:36 AM

CONGRATS

Posted on 2/2/2008 1:50:28 PM