I think is tarah ka topic pehlay bhi Serious corner main disscuss ho chuka hain.
I think sign karnay ya na karnay say koi fark nahi parta
yeh log achi tarah jaantay hain k har Muslim
chahy wo kahin bhi ho Prophet Muhammad Salalahu alaihi wasalam ki Tauheen bardasht nahi kar saktay
yaa jaisay Mr.Smooth daddy has said k hum agar in sites ka visit na karay to yeh khud ba khud band ho jayengi
so yeh bussiness karnay ka tareeka hain
Just stay out of it.