Logo

Ghussa, Anger....


sun_shine:
SupidGuy:



Pahle bohat ghussa aata thaa mujhe…..


Aata ab bhi bohat ziadah hai……


But most of the times I use to ignore & avoid to get furious!!!!!


I heard “Ghussa Haraam Hai”……


Mere khiaal mai ab mein apne ghussay par qaboo kar leta hoon 95 %!!!!!


Use to cool headed & Calm Down!!!


Par agar kabhi ghussay qaboo bahir ho jaye tu phir……………..OMG………


I can broke Skull of the Defaulter party AS Well………………


But 5% chances hote hein aisa karne ke jo mein ab nahi karta!!!!




Assalam O Alaikum
95% its amazing
really good...!


Walaikumassalam!!!

thanks SS Dearie.....

Posted on 5/7/2008 12:09:05 PM




Most welcome Sir...!

Posted on 5/7/2008 12:16:38 PM

sun_shine:
Rehan M Din:
sun_shine:
Sorry
yaa aap un kay bhai hain Real ?


its ok...
ham un kay bhai aisay hi hain jesay woh hamari behn hain...


Assalam O Alaikum
thats right...!


samajh mai bhi aaya hai ya aisay hi keh rahi hain...

Posted on 5/7/2008 2:17:38 PM

muje ajj bhi ghussa hae.. pata nahi kiun

Posted on 5/7/2008 8:26:07 PM

Rehan M Din:
sun_shine:
Rehan M Din:
sun_shine:
Sorry
yaa aap un kay bhai hain Real ?


its ok...
ham un kay bhai aisay hi hain jesay woh hamari behn hain...


Assalam O Alaikum
thats right...!


samajh mai bhi aaya hai ya aisay hi keh rahi hain...


Thanks Samajh main aa gaya
Aap unkay bhai hain jaisay woh Apki behen hain
yaani woh Apni behen hain jaisay aap Un k bhai hain
Right...!

Posted on 5/7/2008 10:52:39 PM

London_Girl:
muje ajj bhi ghussa hae.. pata nahi kiun


Assalam O Alaikum Dear Sister
How are you?
oh shayad koi waja hain

Posted on 5/7/2008 10:55:19 PM

sun_shine:
Rehan M Din:


samajh mai bhi aaya hai ya aisay hi keh rahi hain...


Thanks Samajh main aa gaya
Aap unkay bhai hain jaisay woh Apki behen hain
yaani woh Apni behen hain jaisay aap Un k bhai hain
Right...!



hamaray saath reh reh kar ap aur bhi ziada intelligent ho gai hain...

Posted on 5/8/2008 9:31:05 AM

Assalam O Alaikum
Thanks alot jee...!

Posted on 5/8/2008 11:06:35 PM


welcome...
by the thanks for wat???

Posted on 5/9/2008 11:58:22 AM

Assalam O Alaikum
Thanks Is liye k aap nay hamain Intelligent kaha...!

Posted on 5/9/2008 11:12:24 PM



woh ham nay ap ko to nahi... khud ko kaha hai...

Posted on 5/10/2008 8:36:21 AM

Sirrrrrrrr

Posted on 5/10/2008 4:04:16 PM

Assalam O Alaikum
O Really
Hum samjhay aap nay hamain Intelligent kaha
Waisay Hum thoray intelligent hain shayad...!

Posted on 5/10/2008 11:09:10 PM


wa-alaikum salam

hahaha

ap thori si nahi... os sai thori ziada intelligent hain...


by the way... wats up...


Posted on 5/12/2008 9:23:10 AM

Oh Thanks alot Sir
As far As i am in any group of Intelligent people
I am Happy
Alhamdulilah Everything here is Fine
Hows Your Life going on?

Posted on 5/12/2008 10:48:31 AM


My life is going fi9.. Alhamdolillah...
kya masrofiaaat chal rahi hain... 2nd book ka title aur author name ap nay batana tha... abhi tak nahi bataya...


Posted on 5/12/2008 11:57:38 AM

Ok right
Hum aaj kal Free hain
yaa first book thi Pashto
Second hain qasasul Anbiya by Ibn e Kathir
Third book is RasoolAllah salalahu Alaihi Wa alehi Wasalim Kay Aansoo
Aik 2nd year ki book dhoondh rahay hain
us main say aik chapter chahiye tha
per na book Mili na Chapter
Yaa Sorry Hum bhool gaye thay...!

Posted on 5/12/2008 12:06:47 PM


bilkul free hain kya???
3rd book ka writer kon hai??
its alright... ham bhi bhool hi gae thay...
do u know farsi???


Posted on 5/12/2008 12:17:14 PM

yaa Bilkul free
Third book kay writer hain Hafez Abdul shakoor sahab
Agar aap nay yeh book parhni hain tho I can give you the link
farsi...hmm samajh main aati hain thori bolni bhi aati hain per complete nahi.
Afghani and Irani farsi main thora buhat fark hain.

Posted on 5/12/2008 12:28:11 PM


y not... (for link)
suna tha k afghani farsi aur irani farsi mai farq hai...
yeh bhi suna hai keh afghan farsi bolnay walay log achay nahi hain...



Posted on 5/12/2008 1:24:06 PM

Assalam O Alaikum
Link Hum Abhi Apko send kartay hain InshAllah
Achay nahi Hotay means kaisay?
Ap thora brief batayengay Plz?

Posted on 5/13/2008 11:07:34 AM


wa-alaikum salam...
nature aur adaaat kay aitabar sai achay na hona...


Posted on 5/13/2008 11:21:11 AM

yaa know I understand

by nature farsi bolnay walay log sab say ziyada khush ikhlaak hotay hain.yeh Log apnay kam se kam rakhtay hain
Na aapkay achay say inko koi ghraz na buray say.
Apni Life main hi busy hotay hain
I think Nature main sab say Achay log Helmand k hotay hain jo kay farsi boltay hain.
yaa Waisay achay aur buray Log har jagah hotay hain.
aur aadat main achay nahi hotay means bad Ikhlaq hotay hain?

Posted on 5/13/2008 11:27:00 AM


Helmand kon si jagah hai...???
you are right... achay buray log to har jagah hotay...
ham nay sirf suna tha... personally milay nahi hain..
iss liye pocha...
aadaat mean bad-ikhlaq nahi... safai pasand aur baqi aadat k waghera k liye hai...
aur nature mai to yeh ham nay personally bhi dekha hai k in kay paas paisa boht hota hai... lekin ghaas pooos ki jhonpri mai rehtay hain... usi jhonpri mai expensive garian (Landcruisers, Pajero, 4x4 Latest models) bhi rakhi hoti hain... lekin baqi chezon per invest nahi kartay... khana peena, rehaish etc ki koi parwa nahi...



Posted on 5/13/2008 11:42:57 AM

Helmand aik Province hain Afghanistan ka
wahan k log farsi boltay hain.
I think Apko aik baar Afghanistan k farsi bolnay walay logo kay Areas main jana chahiye
Afghanistan main farsi bolnay walay Ghareeb log hain
wahan K Pathan ameer hain.
Waisay yeh farsi bolnay walay log jahan bhi hotay hain
Buhat safai pasand hain
Ap yahan Balochistan main aa kar dekhain
Inkay Area buhat saaf hotay hain
like MariaAbad Quetta main Buhat saaf jaga hain.
Farsi bolnay walay Log yaani kabuli people
kabuli Log Taliban k wakt main pakistan aa gaye thay
Inkay paas kuch bhi nahi tha
Abhi jab wahan 2002 main halaat theek huay tho woh wapis Afghanistan chalay gaye
Normally yeh Ghareeb log hain
Abhi buhat log NGO's yaa Americans k saath kam kartay hain unko thora ziyada money milta hain
Laikin ziyada tar Log ghareeb hain.


Posted on 5/13/2008 11:53:43 AM



yani jin ko ham nay dekha woh pathan hain...
so strange...


Posted on 5/13/2008 2:01:13 PM

Pathan?
Aap nay kin ko dekha hain
aur kahan?

Posted on 5/13/2008 7:05:59 PM


jahan ham job kartay hain os kay rastay mai...
in logon nay jhuggian banai howi hain...
Land cruiser in Jhuggi
Corolla 2.0D in jhuggi
3~4 excavator kharay hotay hain...
ladies doooooooor dooooooooor sai pani lai kar aati hain... woh bhi barish ka pani jo ikatha howa hota hai...
paas mojod well sai pani nahi laen gi...

Posted on 5/14/2008 9:24:59 AM

Assalam O Alaikum
Right
Aap Pakistan main job kartay hain?
may be ho sakta hain
Per I dont think so kay aik person jhuggi main rahayga jabkay unkay paas kafi paisa ho
yaa yeh Normal baat hain k buhat log jo ameer hotay hain woh kisi aam Middle class area main rehtay hain
May be woh Cars un k malik ki ho....!

Posted on 5/14/2008 11:48:07 AM


yesss... ham Pakistan mai hi job kartay hain...
car un kay malik ki ho to daily na khari ho...
aur phir jhuggi mai safe to nahi car khari karna...
sab sai important baat yeh keh woh log job nahi kartay
apnay business hain... kisi nay mines contract per li howi hain
to kisi nay construction machinery rent per di howi hai...
aur kuch coal dealer ka kaam kartay hain...


Posted on 5/14/2008 1:34:36 PM