kis kay baap ko friday ko chutti ho rahi ha?![]()
bohat se logon k Baap ko![]()
![]()
![]()
![]()
oh right
Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi
per aisa kyun kiya gaya?
Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey
ya sunday ko
yeh alag alag Din kyun?
takay electricity ka load divide ho jae...
aur family ka kya wo bi divide ho jaye![]()
nai fri sat sunday ko honi chaiyeee
Assalam O Alaikum
Yaa right Dear Friend
ab Govt sahi policies lay kar aaye
aur kanoon pe amal daramad ho tho
Awaam ko kuch sahoolatein ho tho
InshAllah Mulk ki halat theek ho jayegi
yaa I dont think so
kay Miss BB Best Mother Award ki haqdaar thi.
Waalaikum assalam
BB kis tarah is award ki haq-daar thi mujhe koi reason do ss coz mere khiyal se us ne apne bacho k elawa aur kisi k bache k lye swiss accounts nhi khulwaye
Hamari Govt tu itni achi policies la rhi hain k Is mulk ka ab sirf Allah malik hai
yaa Right Dear friend
InshAllah Hope for the best
Mulk ki badhaali ki zimedaar pehlay Govt hain
Uskay baad Awaam.
kis kay baap ko friday ko chutti ho rahi ha?![]()
bohat se logon k Baap ko![]()
![]()
![]()
![]()
yeh bhi to ho sakta hai beton ko chutti ho rahi ho...
oh right
Schools and offices ki chutti sunday ko hi hogi
per aisa kyun kiya gaya?
Agar holiday deni hain tho sab ko Friday k din dey
ya sunday ko
yeh alag alag Din kyun?
takay electricity ka load divide ho jae...
aur family ka kya wo bi divide ho jaye![]()
family to wesay hi divide ho jati hai jab job / business start ho jatay hain...
subah ko mulaqat nahi... wapis aao tab bhi mulaqat nahi...
job karnay wala ghar mai ajnabi sa ho kar reh jata hai...![]()
![]()
nai fri sat sunday ko honi chaiyeee
n hum apni soch change b nahi kar saktey
Change kar saktay hain
per shayad is society main hum apni soch change kar na paye
Kyunki it will not work...!
nai fri sat sunday ko honi chaiyeee
nhi bhai 365 days mein se sirf 5 din kaam karna chhaiye
n hum apni soch change b nahi kar saktey
ghalt baat hum sab kuch kar sakte hain sirf Allah se madad mangein aur Allah pe chor dein sab mushkilat se ghabra k peeche mat hatein tu InshaAllah hum apna nafs tak change kar sakte hain:)
Change kar saktay hain
per shayad is society main hum apni soch change kar na paye
Kyunki it will not work...!
SS society bi hum loog hi banate hain aik example k toor pe lal majid ko yahan lo unhon ne Islam pe chalna tha chal dye yahan tak k wo Laut k Allah k gahr pohanch gye Imam Dheeri hain wazeristan side pe unhon ne Aman moaida Lal Masjid ki wajah se toora wahan bi wo loog Cd's ki shops jalate the but sab loog chanda collect kar k us shopkeeper ko dosra biz kara dete hain wahan bi tu loogon ne is baat ko appreciate kya na?? Baat sirf ye hai k mujh samait sab loog tabdeeli se ghabrate hain hamaien apne ap se khoof hai na k dunya se
Change kar saktay hain
per shayad is society main hum apni soch change kar na paye
Kyunki it will not work...!
hum changes ko adopt karney sey khauf zada hain hum changes ko pass laney sey khauf zada hain
but hum ko achee cheezon kee buri side pehlay dekha dee jati hai ....