Logo

Dr. Aafia Siddiqui

Walaikum salaam

*Alhamdulilah fine,Thanks
yaa Right Sir
jaisay Hum hain waisay hamaray hukumraan bhi hain

woh aik song main kehtay hain k kaum ko jaganay ka wakt aa gaya hain tho doosray person kehtay hain k kaum ko mat jagaeye kyunki kaum kisi zaroori kaam se so rahi hain
bas yehi baat hain kaum kisi zaroori kaam se so rahi hain


aur USA ka sabko pata hain
Aisa pehli baar nahi hua hain
Cuba main prisoners k saath jo kiya,
Afghanistan main jo kar rahay hain,
waziristan main jo ho raha hain
Sab in k banay banae plans hain
jis main hamaray so called Leaders bhi unka saath dey rahay hain
What can i say
May Allah swt forgive us and guide us Ameen...!

Posted on 9/12/2008 12:14:09 AM

HH, I second your voice.
Mulisms i general have the characteristic of those who Allah's messenger termed as, "love worldly gains and hate death."

AFA YR Gilani is concerned, I don't believe in saeed zat and that he does not hold a position higher than any other Muslim except if he only exceeds in taqwa.

Posted on 9/15/2008 11:45:54 PM

kia kahuuuuuuuuuu
bas ab lab siye ja chuke hai humare

Posted on 9/17/2008 12:38:52 AM

abhi tak tu kuch nhi hua sawaye i sk k shayd Dr Aafia k bete ko wapis kya ja raha hai

Posted on 9/17/2008 8:47:38 AM


beta wapis aa chuka hai... Dr. Aafia ki sister nay Govt ka aur Pakistan ki awam ka shukria ada kia hai...
jinhon nay ghar bethay bethay un kay betay ko wapis dilwa dia...

Posted on 9/20/2008 9:13:24 AM



ye kuch ajeeb sa chakar nhi kal unki sis ko yaad aya hai k unki beti aur aik aur beta bi ghayab hai,kal mein ne thora sa suna tha news mein ajeeb makhmasa hai

Posted on 9/20/2008 1:04:39 PM

well rapu.....
dr.afia ki press conference maine dekhi.sab se pehli baat unki behan ko giriftaar kiye hue ek arsa hogaya.or wo sab chup rahe cuz un ko dhamkia mil rahi thi..ab jab unhe thori himmat thori umeed mili to unho ne halki si sarzanish ki jis ka unhe paki awam ne positive response dia...........so ye baate confusion ko duur karne k liye kafi hai
rahi baat unki beti mariyam or doosre bete ko wapis lene ki to jab ahmad unhe mil gaya to un ka hosla or umeed or barh gayi is liye ab wo un ka mutalba bhi karne lag gayi

Posted on 9/22/2008 12:21:25 AM

tum sahih kah rhi ho dear but phr bi mujhe is baat ne kafi confuse kya tha

Posted on 9/22/2008 10:45:55 AM

I think one of her kids died in custody.

Posted on 9/23/2008 1:20:26 AM

ohhhh i really dun knw about it but its really very sad

Our nation is selfish & dead by heart

Posted on 9/23/2008 2:59:23 PM