Logo

Amir Liaqat

Posted on 9/26/2008 2:05:05 PM

mujhay nahi samajh aati keh is shaks ko itna kyoun promote karnay ki koshish ki ja rahi hai...

Posted on 9/27/2008 10:10:33 AM

mera bus chale tu isko bahir nikal dun Pak se

Posted on 10/2/2008 12:50:11 PM

sab batein theik hain ho sakta hai k amir liaqat ney yeh batein kahin ho lekin hum sab janhtey hain k shoroh din say he kafi log us ko na pasand kartey hain ho sakta hai k us ney yeh batein kisi or meaning mein khin ho or kisi ney darmiyan say slected clips ley kar aisa kiya ho jab tak pora na dekh lein k us aik bat k agey peechey kiya tha kisi k barey mein raye nahi qayim karni chahiye yeh mera khayyal hai is ka matlab yeh nahi hai k mein mir liaqat ki koi bht bari fan hun ya rishteydar sirf aik bat kahi hai.

Posted on 10/4/2008 9:43:55 PM

tehzeeb:

mera nhi khayal k ye cliping li gyi hai aur age liya bi hai tu us ne kaha tu hi video banayi gyi na

Posted on 10/12/2008 11:46:30 PM

shahrukh khan:
video ki samaj nahi aye..poori video agar dekhain gey tab pata chalega...

abhi puri video nhi dekhi

Posted on 10/12/2008 11:46:39 PM

lolz kis kis baat per karain gi Chandni GEO walon ko qadam uthana chahiye but

Posted on 10/16/2008 12:29:38 PM