@ mm
ap kon ji btw ya poetry section nahi hai . ya kisi paghal c larki k liya topic baniya gaya hai jo weekend pay soti kum n posting zaida karti hai so plz ap bhi us ko mana karo k woh yoon na kiiya karay . btw ap tou apni jaan pay yoon zulm nahi karti na jasiya woh meri crazy c frnd karti hai mean to say ap tou jaldi so jati ho na