arye jiiiiii ap ko LONDON ki hoor ki kab se talash hai
???????
last time 8th october ko muhtarma ayen thi
wese aj kal job shob kerti hain
hmmm i think last yr pak ka bhi chaker lagaya tha muhtarma ne
Ary aap ko itni tafseel pata hai yani ke who jo chandni ne mere liye kaha who aap par pora utarta hai :P
meri talash to aaj se hi shoro howi hai Agey Allah karam kary ga
makhiyan bhi monas hain or larkiyan bhi monas hain
to phir larkiyan hi na maar doo