dosti ek boht acha rishta hai per yeh joh kaha keh kaam aeay too acha hai warna nahi acha hai keon kea hum maltbh keh leay dosti to nahi banty hian theek hai dosti ek anmool rishta hai per kisse maltbh keh bager banoo to woh dostii hai hum koh kisse say gela sekhwa nahi kerna cahiiy hia keh woh humary kaam nahi aea hia sahid humaree kismaat main hee woh kaam naa ho sakhta ho or kea pata woh majborr hoo or ke hum nay bhee us ka muskaal waqat main sath dea hai agher dea hai too hum koh bhee apnay dost say yeh maltbh nahi rekhna cahiy hia keh woh bhee humara muskaal waqat mian sath day gah or jes dosti main matlbh ajata hai woh dosti nahi hote hia
ARAY IMRAN JII APP NAY BAAT KO AUR TARAH LIA HUM TU YEH KAH RAHAY THAY KAH DUKH SUKH MAIN DOST KO SATH DAINA CHAEAY AGAR YEH SUB NA HOO TU DOSTI NAHIN RAHTII.AUR ISS MAIN MATLUB KAISAAAAAAAAAA
Imran jee nay jo baat ki hai woh sahi hai maggar har doost doosray doost say yeh expect karta hai ki woh mushkilat may us ka saath day,DOOSTI may koi self interest nahi hota.
KUCH LOOG DOSTI KARTAY KARTAY HAIN LAKIN DOSTOON PAR AITBAAR NAHIN KARTAY AISA QUON HOTA HAI TANI?WOH AISA QUON KARTAY HAIN?WOH APNAY HI DOSTOON KO HURT QUON KARTAY HAIN
tani kabhi aisa bhi tu hoota hai kai koi hurt kissey ko nahin karna chahta mager woh anjaney main kissey ko hurt kaar daita hai phir doosrey ko kya kaarna chahiye jaab kai woh uss sai kai duffa maafi bhi mangta hai