mera tou yeh khayal hai k muhabbat 1 bar hee hoti hai jab tak k koi doosra na milay ab kia kya jaey k achanak hee hamain lagta hai k yar mujhay is say tou muhabat hee nahi hui thi muhabbat tou isssay hui hai hmmmmmmmmm
kia khayal hai
aray nahin main iss sence main nahin kah raha tha negitive minded larki.....aik interview main kareena nay bhi kaha tha kay jub main industry main aii tu oonch neech ko nahin samajhti thi bilkul masoom thi ......