Logo

Aurat Ki Azadi

SALL:
aik to mujhe ye samajh nahi aati
y we pakis compare everyyyyything with western countries ??

if i want my rites to it dont mean that i m impressed by western way of life.. NOT AT ALLLLLL
i want wot islam and Allah permitted me to do.. and i want jo k mera haq haiiiiiiiii,, chahe me kahin bhi rahu

seeee kidddooo beta ap ki baat se hi andaza ho gaya k MERA WEST ya AAP KA



Wat ever

Posted on 12/27/2003 12:48:41 AM

Rights aur azadi main difference hona chahiyay.
Rights should b given but not at the cost of Azadi.

Posted on 12/27/2003 3:44:32 AM

kiddooo beta...
WOTEVAAAAAAAAAA..

khekhekeheheee...
bohot zuban hcalti hai na, ab bolo

Posted on 12/28/2003 5:40:54 PM

SALL:
kiddooo beta...
WOTEVAAAAAAAAAA..

khekhekeheheee...
bohot zuban hcalti hai na, ab bolo



abhi kahan chalayee hai zuban ??????????

Posted on 12/28/2003 7:39:57 PM

ab chal bhi nahi sakhti hay

Posted on 12/28/2003 10:14:01 PM

kiyoon kiyoon????

Posted on 12/29/2003 2:39:21 PM

na hee mein bola kabhi na hee kuch kaha

Posted on 12/29/2003 2:57:45 PM

I think is mamlay main hamain Pakistan ko west say compare karnay ki bijaye Islam ko doosaray religion say compare karna chahiye k jo rights ISLAM nay aurat ko diye kya othere religion main aurat k kuch haqooq wazia kye gaye hain
no
bcz only ISLAM gave rights to women by their birth

Posted on 12/29/2003 3:30:24 PM

yea h.. .per as per civilization ... dere r 2 livin frames na .. east n west ...    so when we compare our selves wid west .. we find .. we r much betta den west.... reason ... i think ya all know .. wat da women is doin dere to survive ... well yahan woh kamazkam ghar kee to shano shaukat hoti hiana

Posted on 12/29/2003 3:39:17 PM

bikul sahi kaha kiddo aap nay

Posted on 12/29/2003 3:57:15 PM

madmax:
bikul sahi kaha kiddo aap nay


thz

Posted on 12/29/2003 4:16:50 PM

nt mention ji

Posted on 12/29/2003 6:34:22 PM

oyay............
apis ki gapain kam laikan topic ko discuss kia karo...

Posted on 12/29/2003 7:07:57 PM

yaar aap shorou karooo kya discuss karna hay

Posted on 12/29/2003 7:23:57 PM

arey ji topic hee to discus ho raha hai .. apes kee gapein kahan hain ...


Posted on 12/29/2003 8:34:14 PM

ffm:
yea h.. .per as per civilization ... dere r 2 livin frames na .. east n west ...    so when we compare our selves wid west .. we find .. we r much betta den west.... reason ... i think ya all know .. wat da women is doin dere to survive ... well yahan woh kamazkam ghar kee to shano shaukat hoti hiana

woteverrrrrrrrrrrrrr..
SIRF GHAR KI SHANO SHAUKAT ??    
ehemmm.. open ur eyes kiddoo beta,, kab baray hoge..

i m not saying that western woman has all her rites,, and she s having a heaven like life.. bilkul nahi.. par itna zaroor hai k yahan par galt kaam karne ki aurat ko bhi utni ijazat hai jitna mard ko.. which is somethning vvvv bad, but atleast BARABRI to hai na

west mei agar aurat ki izzat nahi hai to apni galtiyun ki waja se.. but IN EAST, itna karam hai hai k woman dotn need to do something wrong to b treated like a ******
LOG HEIN NA,, aur jahan log nahi wahan apne hi ghar wale hein

Posted on 12/30/2003 5:38:11 PM

c'mon ..aisa nahi hia .. i mean k sab set hee to hai . .meri 2 elder sis hain dono doctor hain .. dono ney jobs kee hain .. abb eik us mein ... aur eik yaheen hain ,, me da youngest one in home .. rehta bhi midegt city mein hooon .. per yahan women easly bahir aati jati hain . .abhi bhi mein ghar mein hoon ghar waley bahir shoppin per hain , eik do families kee sooch sari society per hawi nahi hosakti .. per i wud like k kiddi koi job na karey bus ghar mein rahey ,,, is ka yeh matlab nahi k mein women rites k against hoon .. bus her kissi kee apni sooch hoti hai .. so yeh meri sooch hai

Posted on 12/30/2003 5:47:09 PM

Yahan ki aurat kabhi bhi bila zarrorat jus for enjoyment k naam par bahir nahin phirti
jo log job kartay hain means auratain oon main say ziada tadad oon ki hai jo majbooran ya zarooratan hi job karti hain . shouqia kam hi hain. Ghar ka araam aur sakoon kis ko achha nahin lagta, west main azadi k naam par jo kuch ho raha hai agar woh waqi hi azaadi hai to yaqeenan musalmaan aurat kisi tarha bhi aisi azaadi nahin chahay gi.
Barabari ki baat jahan tak hai hamaray haan brabari ka jhugra nahin
baat shiraqat ki hai
aurat mard k barabar aanay k competition main nahin haan woh chahti hai k oosay har baat main shareeq rakha jaye
hamaray mashray main aaj bhi kuch tadad aisay jahilon ki hai jo aurat ko kamaqal samajhtay hain........to be continued

Posted on 12/31/2003 2:36:26 PM