Logo

Fragrance of character

javad:
bary badam khilaye ja rahyhain
wesy wol hi behtar janta hoga kay hoor ka demag kitna chalta hai


zahir hae WOL ko to maloom hoying na..

Posted on 3/30/2004 4:54:20 AM

good going naa

Posted on 3/30/2004 8:39:24 AM

arey ego yeah tanni ka forum nahin kholna tha kya

Posted on 5/29/2004 1:57:35 PM

chaloo koi baat nahin yeah murda main nai ukhard diya

Posted on 5/29/2004 1:59:28 PM

aray tum ye kaam bhi kartii hooo

Posted on 5/29/2004 3:43:45 PM

nah karoun kya
ki etraaz hai

Posted on 6/1/2004 1:20:05 AM

zahir hae WOL ko to maloom hoying na..

hoor you know mujhay tu sab pata hota hay ;) hehehehe

Posted on 6/1/2004 1:44:48 AM

haan jee app tu ALAAM FAZAAL hain

Posted on 6/1/2004 1:55:33 PM

nahi mujhy koi aitraz nahii

wesay kia leti ho aik murda ukharny kaa
?????

Posted on 6/1/2004 4:19:49 PM

arey serious nah hoona main aisa koi kaam nahin kartey
ALLAH MAAF KAREY

Posted on 6/1/2004 5:46:29 PM

shy_princess:
arey ego yeah tanni ka forum nahin kholna tha kya
aray sorry yaar main bhi sooch raha tha kay kuch rah gi ahai lakin mind main nahin aa raha tha.chaloo shukar hai yeh naik kaam tum nay kar dala.

Posted on 6/1/2004 6:45:44 PM

haan jee main tu naik kaam hey kartey houn jaab bhi kartey houn

Posted on 6/2/2004 12:03:54 AM

hmm naik kam
wesye shy yar tum jhot bari buhadri se bol leti ho

Posted on 6/2/2004 12:13:05 AM

arey jee amin bohat naik aur masoom sey bachi ok

Posted on 6/2/2004 1:54:39 AM

haan ji buhat hi naik aur masoom,loog soch rahay hain kay mardoon ko choro ub shy ko hi mosque main imam buna loo.hai na shyyyyy.

Posted on 6/2/2004 3:27:56 PM

nahin jee thanx app ka
u know na kai me also sharmeli

Posted on 6/3/2004 2:33:59 AM

uufff ye masoom shermiliiiiiii

lagta tumhain to fursaat say banaya gaya hai

Posted on 6/3/2004 7:07:58 AM

hai YA ALLAH SUB MASOOMOOM KO APNI PUNAH MAIN LAY LAY.

Posted on 6/3/2004 2:49:47 PM

arey jee abb app loag taiz hoo tu ess main maira kya kasoor
ALLAH nai mujhey tu masoom hey banaya hai
aur sharmeli bhi

Posted on 6/3/2004 3:30:35 PM

hmm sharmiliii
ap ka dopata kidehr hai ?

Posted on 6/3/2004 11:54:24 PM








_____________________________
daikha main bachpaan sai hey bardi sharmeli houn

Posted on 6/4/2004 12:16:30 AM

abbb daikh liya nah
kai main kitani sharmeli bachi
abb mujhey koi tang nah karey

Posted on 6/4/2004 12:18:46 AM

hmm hello sharmili

main ne tang to nahi kiya

Posted on 6/4/2004 12:22:15 AM


Posted on 6/4/2004 12:25:38 AM

ap ka moon saide se red ho gya hai kis ne mara hai mujhye bataoo


main us ko shabash doon

Posted on 6/4/2004 12:30:04 AM

jee kissey main itani himmat nahin kai woh mujhey maarey
woh tu main sharma rahi houn aur maira chehra her waqut blush karta rehta hai

Posted on 6/5/2004 1:18:02 AM

hmm yeh to ap wesye hi keh rahi ho
aur blush hmm yeh to sara makeup ka kamal hai

Posted on 6/5/2004 1:30:12 AM

shy_princess:
abbb daikh liya nah
kai main kitani sharmeli bachi
abb mujhey koi tang nah karey
hain sharmeli ji yeh chairna kissay kahtay hain???????

Posted on 6/5/2004 2:22:45 PM

hai ALLAH app kaisey baatein kartey hoo mujhey sharem aa rahi hai

Posted on 6/5/2004 4:10:03 PM

hai mar jaon main in ki masomiat and sharmelay pun pay.

Posted on 6/6/2004 12:07:33 AM