Logo

! My Jb Family!

arey MAIN HOON NA .. meri family haina    

Posted on 3/4/2004 7:38:35 PM


Posted on 3/5/2004 8:13:20 AM

right soffi hum sab saath saath hain kjun ke hum sab to pagal hain sab tv per ishtihar dhekha appne??

Posted on 3/5/2004 3:24:40 PM

ok hum ap ka wait karain gai? is choote se break ke bad.

Posted on 3/5/2004 3:36:29 PM

acha men dhekh rahin hun zara ache ache do na like this..

kiya app bhi apne motape ki waja se preshan hen to foram germany ki tyara shuda naturina istemal karen

Posted on 3/5/2004 3:48:56 PM

main nahin jaanti is ko

Posted on 3/5/2004 5:23:32 PM

hello soffi h r u
tumhara avatar kahan gaya???

Posted on 3/6/2004 3:59:50 PM

kewl one....

Api & kiran ...

Line maar rahi hay ...

subha babool ki tu din tumhara

Posted on 3/7/2004 9:52:31 AM

soffia786:
WARMTH OF LOVE:
kewl one....

Api & kiran ...

Line maar rahi hay ...

subha babool ki tu din tumhara
Line maar rahi hay .? .. ,,,kon bhiya moghy batao


LINE

Posted on 3/7/2004 12:17:36 PM

lol pucho

Posted on 3/7/2004 12:38:03 PM

oh main samjha k line kuch aur hoti hai

Posted on 3/7/2004 12:57:20 PM

hehehhe

Posted on 3/7/2004 1:23:50 PM

soffia786:
abb samgh agya kay abhi bhinahi.....lolzzzzzz




Posted on 3/7/2004 6:00:20 PM


Posted on 3/8/2004 11:59:08 AM

soffia786:
~Fragi~:
soffia786:
abb samgh agya kay abhi bhinahi.....lolzzzzzz



ok ok otho ka abb sara din computer per hi bethy raho gay.....lolzzzzzzzzz




Posted on 3/8/2004 12:15:28 PM

dance karoon ga to Amee marien gein

Posted on 3/8/2004 12:39:02 PM

nahin nahin aise nahe kehte bhaiya

Posted on 3/9/2004 12:13:01 AM

woh ame kahein gein k pagal hogaya hai mera laal

Posted on 3/9/2004 2:43:43 AM

laal nahin beta kaho bare modern log hain..

Posted on 3/9/2004 12:27:58 PM


Posted on 3/9/2004 3:58:44 PM

Hansti khelti, dunya pyar ki
nazo mein pali, misri ki dali
it's jb family....

Posted on 3/9/2004 9:16:05 PM

her dum hai khushi yahan

piyaar ka sager hai yahan,



Posted on 3/9/2004 9:38:09 PM

in pyar bhare logon main khushi dhuund lo
tum is hansi wadi apne zindage dhund lo

Posted on 3/10/2004 2:16:24 PM

aye haye bara hans rahin hain

Posted on 3/11/2004 6:17:11 PM

abb her koi apkke tarah rooota to nahi rehta na

Posted on 3/11/2004 6:22:59 PM

main kab rotin hun fragi ke bache

Posted on 3/12/2004 10:47:34 PM

kiran:
main kab rotin hun fragi ke bache



yeh fragi ka bacha kahan sey aya

Posted on 3/13/2004 1:32:32 PM

aur kiya ...abhi me shono mono kid na

Posted on 3/14/2004 11:43:54 AM

haan ji kya ho raha hay :)

Posted on 3/15/2004 6:56:07 AM

koon yaad kar raha tha wol ji ko ..mein ... nahi too

Posted on 3/15/2004 12:16:55 PM