its good for u .. k aap nay gussa karna choar diya hay kiran ... but gussa mein ziada achi lagti ho :) hehehehe j/k .. mujh par gussa na karna start kar dayna ;)
dear tumara damagh to abhi khaya hi nahin abhi se hi dar gae ajj kal main bas fragi or wol ke piche parin hon tumare taraf ayi na to kahin heart attack hi na ho jae...