Logo

KYA ZARORI HAI? (LOVE OR MONEY) choose1

insan ko kis cheez ki zyda zaroorat hai

Posted on 2/27/2004 1:53:26 PM

yes shahrukh is rite money insan kabhi bhi kama sakta hai but love 1 hi bar hota hai.

Posted on 2/27/2004 3:20:54 PM

chari is right love ki ehmiyat wohi jaante hain jin ke pas yeh nahin hota aur money to ani jani cheez hai kahin se bhi a sakta hai ager kismat meheberban hoto donon cheezain mil jati hain...

Posted on 2/27/2004 5:04:21 PM

well pasoo say love nahi kareda jata

Posted on 2/27/2004 6:45:02 PM

sahi kaha....love to nature se hota hai per kash paisoon se love khareeda jata to men us ko khareed lete

Posted on 2/27/2004 7:01:20 PM

agar paison se love khareda jas akta tu uski importance kam hojati love mein woh baat nahin rehti

Posted on 2/27/2004 10:44:34 PM

well said soffia

jab paisay na hoon to phir love kon karay ga khally pocket say

paisa hai to love hai

money imp hai then love

Posted on 2/28/2004 9:30:49 AM

hmm
janab love and mony both r most impt for life
agar pesa na ho to phir payar bhi ziada der tak support nahi kartaa kion kay bhook payar say nahi peson say hi mit sakti haiiii

Posted on 2/28/2004 1:11:38 PM

magar koi ye samjha hi nai lekin jab payar karta hai to phir sab samjh ajata hai

Posted on 2/28/2004 1:32:50 PM

nahii jii shadi kay baad to aqal hoti hi nahi
aqal shadi kay liye serious hotay hi ajati hai

Posted on 2/28/2004 1:52:34 PM

jab larki ajay to phir akal ka kia kaam dono main say aik hi chez rah sakti hai

Posted on 2/28/2004 2:27:06 PM

love is most imp thing in his world

Posted on 3/1/2004 3:26:12 AM

donno may say well said tum aqal ko rakhoo may soffia ko rakh leeta hooo oh sorry ghalty ho gayi soffa set nko

Posted on 3/1/2004 8:20:22 AM

I think Paisa! kion kay paisa ho ga tho MUHABBAT ka Maza hi kuch aur ho ga..

Posted on 3/1/2004 2:06:06 PM

gussa nahi honnay ka

Posted on 3/1/2004 3:18:20 PM

buss ji soffiii
falsafy to phir ban hi jaty hain
khr
jab pesa ajai to larki atomatic hi ajati hai phir sab ko payar bhi ho jata haii

Posted on 3/1/2004 6:49:18 PM

yea howi na baat soffa

Posted on 3/1/2004 10:48:21 PM

sahi kaha mansoor sahab per mehnat ker ke bhi kuch na mile to kiya kiya jae kiya karoon main mughey to us ki jab garam ki bhi koi zaroorat nahin phir bhi woh kjun nahin samaghta hai....

Posted on 3/1/2004 10:49:14 PM

koi baat nahi mein samjhaounga MAIN HOON NA

Posted on 3/1/2004 11:30:01 PM

woh tu mein bhi hoon ;)

Posted on 3/2/2004 4:31:10 AM

chari tumhen mene kisi din boohat marna hai hamesha mera mazaak urate rehte ho yaar men serious hun or tum ho ke or wol tum b na bas tum kuch behter ho chari bilkul hi ab kia kahuun khud to apne gfs ka dil toore ga

Posted on 3/2/2004 4:56:47 PM

arisha wahab:
insan ko kis cheez ki zyda zaroorat hai

chahe jo marzi dialogue maare koi,, par time aane pe pyar gaya teil lene

uss wakt sab ko aik bahana sojhta hai,,
ufffff me kya karuuu,, apne parents ko kaise naraaz kar duu

aaj tak kissi ne rishwat ya chori tak k paise nahi lautae honge ye keh kar k ""ufff apne parents ko kaise naraaz kar du""

to bassss,, CONLUSION : paisa is wayy more important
baat khatammmm
(im toooooooo goood maaaaan )

Posted on 3/2/2004 5:58:40 PM

chari tumhen mene kisi din boohat marna hai hamesha mera mazaak urate rehte ho yaar men serious hun or tum ho ke or wol tum b na bas tum kuch behter ho chari bilkul hi ab kia kahuun khud to apne gfs ka dil toore ga

kiran .... hum tu bas yeh chahtay hein k aap wapis apni zindagi mein wapis ayein aur dekhein k duniya abhi bhi khuabsurat hay aur woh khuabsurati tab tak aap ko nazar nahi aay gi jab tak aap apnay dil ko samjha na lo gie... k duniya sirf ek cheez ka naam nahi ... duniya mein kafi aysay log hein jo aap k liye ... kuch bhi karnay ko tyar houn gay :) bas

aap apnay dil ko samjhein aur wapis is duniya mein ayein :)

baqi mein tu sirf mazaak kar raha tha k aap ka dehaan badal jaye :)


Posted on 3/3/2004 4:41:07 AM

KIRAN
dekho mujhsy ziada koi payar ko nahi janta hoga....
i hv love and everyone is agree with me but
im facing tht bludy prb of money soo baba
sab ka apna experience hota hai mujhy jesa experiece hai main wohi behtar samjhooonga
magar aik baaaaaaat hai life is nothin without love insan kon rehnay ka dhang ajata hai baki sab ki apna point of view hai and kiran be happy dear

Posted on 3/3/2004 9:20:23 AM

lagta hay batein start ho gaye hein ... keep it up

Posted on 3/3/2004 12:04:26 PM

soffia
problems to kabhi khatam hi nahi hoti abb love agar sacha hai aur waqai main love hai passion nahi hai to phir problems ko face bhi kia jaskta hai

Posted on 3/3/2004 4:51:30 PM

wol thanks itni achi batain kehne ka but appne kabhi yeh socha ke jab eik insaan kisi ko appna sab kuch man lai aur us ki puja tak kare phir bhi us ke badle main us ko zilat beasti aur thukra diya jae to us ka kiya hoga you know mera is dunya se sach much dil bhar chuka hai baki main app logoon ki mukhlis doosti ki kadar kerti hon aur waada ke ainda appke samne kabhi ron gi nahin abb khush hain na app loog kash mere ird kird app jaise loog hote to zindage buhat khubsurat hoti aur javad sahab shayed app ko mere jaisa tajarba nahin hua woh to khuda kisi ko kerwae bhi na to acha hai...

Posted on 3/3/2004 8:59:52 PM

kiran
abb aap kay saath jo bhi howaa ye to aap hi janti hai aur jispay guzarti hai wohi haqeeqat janta hai lekin life ko dreams main nahi guzarna be practical and happy
okkkkkk aur hum sab tumharay saath hain fikar not

Posted on 3/4/2004 5:31:45 PM

MG
yaar mujhy kisi nay nahi choraa ALHAMDULILLAH sab saath hain
main nay kaha na ye money iss big prb    
aur yaar tension to leni hi nahi busss herkoi apna apna gham janta hai aur usay wohi ziada lagtaa hai but v should relaize tht it is part of life
baba zindagi ishi ka naam hai

Posted on 3/4/2004 5:35:30 PM

ok ok javad and mg men kuch nahe kehti its ok baat ko bara na karo i am happy know no prob with me.

Posted on 3/4/2004 6:00:57 PM

good gal :)

Posted on 3/5/2004 8:49:58 AM