na doctor is ka ilaj nai kar sakta..koi faida nai..!
acha hum bhara dal lein ge..lekin koi ocasion bi to hona chahiye na..ab tumari tarah thori na jaha dhol dekha saein logo ki tara wahi shuru hogae..[;)]
hahahahaha shukar hai bhai ki aap nea nend si utha leya warna mai kahan si kahan phoonch jatta
yaar mansoor ghass dalni ki baat mat karooooo hum kissi ko ghass nahi dhalti aghar yaqeen nahi atta to pooch loo jb members si pata lagh jayi ga hum tori ulat hain hamari ko yea polish laghana nahi atta hai yea jo aap karti hain lolzzzzz