Logo

~ Last pal to answer this topic wins ...

jao ja kar kaam karo...chalo bhago
its only 1:14 am here...

Posted on 5/16/2004 10:14:36 AM

areyyy,,
tum devil ho k ullu ho





8:17 am here..
aap ne yaad dilaya to mujhe yaad aaaayaa,,
kaam hai zaroori,,
byyyye

Posted on 5/16/2004 10:16:57 AM

SALL:
itna uncha na uro,,
sir k bal giro ge

chalo shabash ninu karo dono bache ja k ab
hum chale tayyar hone


sunday ko kahan chal dee app /. n yahan din ka time hai ... sooney ka nahi

Posted on 5/16/2004 10:19:56 AM

maze karo din ka time hai
mein to 2 ghante mein sone jaonga, abhi Lakeer download ho reli hai

Posted on 5/16/2004 10:22:27 AM

ok ........suna hai k flop movie hia ..

Posted on 5/16/2004 10:30:01 AM

haan suna to meine bhi yehi hai, par dekh lete hain, kya pata mujhe pasand hi aajaye

Posted on 5/16/2004 10:50:28 AM

hmm han kuch bhi kahen bhi ho sakta hai

Posted on 5/16/2004 1:02:17 PM

accha tu ab laaaaaaaaaast pal hoga kon.....bus chaltey hiii jana hai..let's see who wins

Posted on 5/16/2004 1:17:33 PM

ji aab jo last post karey ga woh hoga vijeeta

Posted on 5/16/2004 1:23:47 PM

fagi ye hindi per etna zor kiyon ....i know how to write n read n speak hindi but i don like to use it...

Posted on 5/16/2004 1:30:16 PM

meiney bhi wiase hee bol diya tha .............hehehehe

Posted on 5/16/2004 1:50:35 PM

abhi tak tu mein khood hee winning this contest

Posted on 5/16/2004 7:20:17 PM

nahi nahi i m here also

Posted on 5/16/2004 11:51:47 PM

me me me

Posted on 5/16/2004 11:54:03 PM

bas mein jeet gaya

Posted on 5/17/2004 1:06:58 AM

hum jeet gae



kaun ullu pagal gadha mere baad post kare ga

Posted on 5/17/2004 2:16:28 AM

SALL:
kaun ullu pagal gadha mere baad post kare ga

hara kisi ko apni tarah nahin samajh lete

Posted on 5/17/2004 2:26:38 AM

Sallo...Bhallo.............k avatar k nichay sahi likha hai ..(BATAMEEZ)..................hihihihihihihihihihihihihi
I dunt know Kitnay sall.

Posted on 5/17/2004 9:10:16 AM

yeh kiya sab ney choor macha rakha hai .. i know koon jeetay ga ..............

Posted on 5/17/2004 9:33:07 AM

i knewwwwwwwwww k tum hi reply karo ge
hehehehheheehhee..



aap ne aaj dekha hai "badtamez" ???

Posted on 5/17/2004 11:17:03 AM

Nahi yakeen aaj aaya hai......sallo bhallo

Posted on 5/17/2004 11:57:41 AM




huhhhhhhhhhhhhhhhhhh

Posted on 5/17/2004 12:48:12 PM

Hai Sallo BHallo...

Kahin





Kahin




kahin




kahin





kahin





kahin TUm




Tum






Tum









Tum









Tum





Tum





TUm






Indian Misiter..

Lallo ki Relitive


to nahi





hihihihihihi

Posted on 5/17/2004 2:10:50 PM

Dekha hai Zindgi main Hum ne yeh azma ke
Dete hain yaar dokha dil ke qarib aa ke

Zindagi mohtaj nahi manzilo ki,
Waqt har manzil dikha deta hai.

Marta nahi koi kissi se juda hoke,
Waqt sabko jina sikha deta hai

Us ney kaha mujh sey kitna pyAar hai...
Main ney kaha sitaron ka koi shumar nahin

Us ney kaha k kon tumhin hai bohat aziz ?
MAin ney kaha, dil pey jis ka ikhtiyar hai

Us ney kaha Kon sa Tofah tumhin main doon
MAin ne kaha wohi shaam jo abhi tak udhar hai

Us ney kaha Khizan main mulaqat ka jawaz...
Main ney kaha, qurb ka matlab bahar hai......

Us ney kaha senkron gham zindagi main hain
Main ney kaha gham nahin, jab ghamgasar saath hai

Us ney kaha saath kahan tak nibhaon gi...???
Main ney kaha jitni yeh saans ki taar hai......

Us ney kaha mujh ko yaqeen aaye kiss tarah
Main ney kaha, naam mera aetbaar hai....!!!

Posted on 5/17/2004 2:53:31 PM

Us ney kaha Khizan main mulaqat ka jawaz...
Main ney kaha, qurb ka matlab bahar hai......

Us ney kaha senkron gham zindagi main hain
Main ney kaha gham nahin, jab ghamgasar saath hai

Us ney kaha saath kahan tak nibhaon gi...???
Main ney kaha jitni yeh saans ki taar hai......

Us ney kaha mujh ko yaqeen aaye kiss tarah
Main ney kaha, naam mera aetbaar hai....!!!

ya sach hai...

Posted on 5/17/2004 2:55:15 PM

yahan per koi reply nahin keray..this topic has been locked

Posted on 5/17/2004 3:07:23 PM

main bhi to hoon na

Posted on 5/17/2004 4:39:03 PM

AP KYUN HO

Posted on 5/17/2004 6:37:45 PM

wafaaa jo na ki to jafaaa bhi na kijey
sitam jaan per inteha bhi na kijey

Posted on 5/17/2004 6:47:53 PM

WAH WAH SALLL<><><><><><>DUNT KNOW KITNAY SALL><><><><><><KIA BAAT HAI AAP KI><><><><><><

Posted on 5/17/2004 7:53:40 PM