Logo

~!~ Fragi Baba Ka Aastana ~!~

haan na improved n tested kaam karna hoga aab tu

Posted on 7/30/2005 4:10:28 PM

lolzzz....

BABA JI maray maslay ka kuch karain na

Posted on 7/30/2005 4:16:37 PM


aap ka kiya masla hai bacha


acha acha us kee neeeend



woh tu khatam ho jaye gee



neend ka kio masla nahi rahey ga

Posted on 7/30/2005 4:20:49 PM

~Fragi~:
haan na improved n tested kaam karna hoga aab tu


ye baat tu app nay last time bhee ke thee ,, anywayz .. ur 1st client is here .. lets see how improved and tested ur work is now ..

Posted on 7/30/2005 4:21:55 PM

pehlay client ko tu bol diya hai hul

Posted on 7/30/2005 4:29:47 PM

~Fragi~:

aap ka kiya masla hai bacha


acha acha us kee neeeend



woh tu khatam ho jaye gee



neend ka kio masla nahi rahey ga



is kay ilawa bhi tu masla hai na...

Posted on 7/30/2005 4:31:17 PM

woh masla bhi bacha jaldi solve hoga...bus tum wohi karo jo tum ko mein kahoon ga

Posted on 7/30/2005 4:32:26 PM

~Fragi~:
pehlay client ko tu bol diya hai hul


pehla client abhee taak satidfy nahi hai .. sari problems slove karein...

Posted on 7/30/2005 4:32:41 PM

ho jayein gein .. woh pehlay advance tu dey

Posted on 7/30/2005 4:34:09 PM

.. as usual advance ... abhe tu bola tha kay changings huee hein .. ye advance wala system nahi khatam kia na .. !!

Posted on 7/30/2005 4:36:14 PM

nahi yeh system tu hum ko kuch na kuch khila pila raha hia

Posted on 7/30/2005 4:38:35 PM

haan tu bacha tumhara masla pata chala


iska bhi haal hai na


bus wohi karna jo mein kahoon ga

Posted on 7/30/2005 4:39:28 PM

~Fragi~:
nahi yeh system tu hum ko kuch na kuch khila pila raha hia


tu hum nay kaab kaha hai is system ko khatam ker dein .. hum nay tu kaha hai sirf advance khatam ker dein .. app kaam kay baad paisay lia karein .. ziada clients ayein gay...

Posted on 7/30/2005 4:41:05 PM

~Fragi~:
woh masla bhi bacha jaldi solve hoga...bus tum wohi karo jo tum ko mein kahoon ga




ok baba ji but karna kiya ho ga?

Posted on 7/30/2005 4:41:24 PM

~Fragi~:
ho jayein gein .. woh pehlay advance tu dey




advance...? kitna?

Posted on 7/30/2005 4:42:42 PM

~Fragi~:
haan tu bacha tumhara masla pata chala


iska bhi haal hai na


bus wohi karna jo mein kahoon ga



but karna kiya hai? n masla jaldi hal karain baba ji... main buhat dukhi hon aur apkay pas ayee hon kuch kijiyay khuda ra kuch kijiyay

Posted on 7/30/2005 4:43:51 PM

advance jo man mein aye .. waise OPTION 4 theek rahey geee....

Posted on 7/30/2005 4:47:28 PM

friend_16:
~Fragi~:
nahi yeh system tu hum ko kuch na kuch khila pila raha hia


tu hum nay kaab kaha hai is system ko khatam ker dein .. hum nay tu kaha hai sirf advance khatam ker dein .. app kaam kay baad paisay lia karein .. ziada clients ayein gay...



idea waisey bad nahi

Posted on 7/30/2005 4:48:26 PM

~Fragi~:
friend_16:
~Fragi~:
nahi yeh system tu hum ko kuch na kuch khila pila raha hia


tu hum nay kaab kaha hai is system ko khatam ker dein .. hum nay tu kaha hai sirf advance khatam ker dein .. app kaam kay baad paisay lia karein .. ziada clients ayein gay...



idea waisey bad nahi


.. mujhay pata tha isee liay tu dia hai..

Posted on 7/30/2005 4:53:39 PM

~Mysteriousgal~:
~Fragi~:
haan tu bacha tumhara masla pata chala


iska bhi haal hai na


bus wohi karna jo mein kahoon ga



but karna kiya hai? n masla jaldi hal karain baba ji... main buhat dukhi hon aur apkay pas ayee hon kuch kijiyay khuda ra kuch kijiyay


.. kuch karein baba ji app ki client no 1 ko bohat serious masla hai ...

Posted on 7/30/2005 4:56:29 PM

thora sa hosla

Posted on 7/30/2005 4:57:47 PM

~Fragi~:
thora sa hosla


zara jaldi kijye .. app ki client ki tabiat kuch theek nahi..

Posted on 7/30/2005 5:01:46 PM

hosla hosla ,, jaldi kaa kaam chetan ka

Posted on 7/30/2005 5:10:46 PM

~Fragi~:
hosla hosla ,, jaldi kaa kaam chetan ka


par kabhee kabhee waqat par kaam na hoo tu phir baad main pichtana perta hai..

Posted on 7/30/2005 5:15:39 PM

~Fragi~:
advance jo man mein aye .. waise OPTION 4 theek rahey geee....


inna wadda advance... haay main mar gayee.... tauba tauba... kuch tay akal karo baba ji... tusi mainno kithay phasa chorya....

chalo socha gi main...

Posted on 7/30/2005 5:20:31 PM

~Mysteriousgal~:
~Fragi~:
advance jo man mein aye .. waise OPTION 4 theek rahey geee....


inna wadda advance... haay main mar gayee.... tauba tauba... kuch tay akal karo baba ji... tusi mainno kithay phasa chorya....

chalo socha gi main...


na sochi pya tay banda gya ...

Posted on 7/30/2005 5:24:33 PM

friend_16:
~Mysteriousgal~:
~Fragi~:
advance jo man mein aye .. waise OPTION 4 theek rahey geee....


inna wadda advance... haay main mar gayee.... tauba tauba... kuch tay akal karo baba ji... tusi mainno kithay phasa chorya....

chalo socha gi main...


na sochi pya tay banda gya ...



Posted on 7/30/2005 5:30:14 PM

~Mysteriousgal~:
friend_16:
~Mysteriousgal~:
~Fragi~:
advance jo man mein aye .. waise OPTION 4 theek rahey geee....


inna wadda advance... haay main mar gayee.... tauba tauba... kuch tay akal karo baba ji... tusi mainno kithay phasa chorya....

chalo socha gi main...


na sochi pya tay banda gya ...




tu ab kia socha??

Posted on 7/30/2005 5:31:55 PM

lolzzz socha but woh gaay.....

Posted on 7/30/2005 5:34:02 PM

koi nahi phir aa jain gay.. dont u worry..

Posted on 7/30/2005 5:36:14 PM