Logo

Pyar Se Pyaare

HARNA DEV KI PURaNI ADDAT HAY

Posted on 6/10/2004 4:28:05 PM

aur WAFA ko jitana hamari purani adat hai

Posted on 6/10/2004 7:54:34 PM

aur din mein khwab dekhna tum sab ki aadat hai

Posted on 6/10/2004 11:45:16 PM

nahin hum raat mein bhi khwab dekh laitey hain

Posted on 6/11/2004 3:04:33 PM

lolzzzz

Posted on 6/11/2004 3:05:28 PM

WAFA:
nahin hum raat mein bhi khwab dekh laitey hain



Zara din aur raat ko bhi ye hi kaam hai ..........aur koi kaam nahi.....

Posted on 6/11/2004 3:14:39 PM


Posted on 6/11/2004 3:23:53 PM

lo ji ....

Posted on 6/11/2004 3:41:18 PM

larkiyon ka kaam hi khwab dekhana hai, that's the only thing they're good at

Posted on 6/12/2004 10:30:08 AM

magar sachchi to nahin na...

Posted on 6/12/2004 1:23:30 PM

areyyy yarr..
hum to sote jagte khaab dekhte hein
and try my best to realise em


waise dev ko kiss ne kya khaab dikha diye

Posted on 6/12/2004 1:44:49 PM

I am Agree Wid Dev..

Posted on 6/12/2004 1:59:14 PM

khabon ki duniya main rehnay practical life main zero hotay hain

Posted on 6/12/2004 4:39:27 PM

haan na

Posted on 6/12/2004 7:33:08 PM

khwab dekhne waalay nakaamyab hotay
hum to hakeekat mein rehtay aur hamesha kamyaab hi hotay hain

Posted on 6/13/2004 12:02:21 AM

khaab dekho ge nahi to hakeekat mei kya makhiyan maro ge
khaab dekho zarooor dekho,,, aik dammmm sweeeeeeeet sweet aur ache wale
and then try ur best to realise em
bassssss.. shoo shimple

Posted on 6/13/2004 1:03:17 PM

Hoon gi....Ye sach bhi hai ...Kuch logon ko un k khaboon ki tabeer milti hai....

Laikin aik baat hai ...jab aap aik chiz ya insan ko apnay aap per hawi kar lain gai ....to wo ap k mind main aap k dil itni zaida aa jay ....to wo hi chiz ya insan aap k khaab main bhi aata hai.......ager insan ko wo mil jai to ..insan kehta hai k mujhay meray khuab ki tabeer mil gai .........

Posted on 6/13/2004 6:46:48 PM

lo adii ne mera answer de diya...
good adii good

Posted on 6/14/2004 12:17:04 AM

sootey hui jo khwaab dekhay jain unki tabeer ka kia kerna...khwaab daraoney bhi tu hotey hian na..jo khwaab jaagtey mein dekhay jaatey hain wo poorey ho jain tu kehtey hain kay mera khwaab sach ho gaya

Posted on 6/14/2004 11:23:29 AM


Posted on 6/14/2004 3:05:20 PM

hansna manna hay

Posted on 6/14/2004 3:53:39 PM

kyon, ismein koi kharab baat hai kya

Posted on 6/14/2004 11:00:22 PM

hansnay mei kharab baat nahin but hum per hansna mana hay

per hum hans saktay hain

Posted on 6/15/2004 1:24:23 AM

pehli baar suna hai ke joker par hansta mana hai
mein to wafa aka joker ko dekh ke hansoonga, bas

Posted on 6/15/2004 2:33:55 AM

wah wafa aish karo
aur is poem ko yaad rakho
ye ek RANI ne tumhe di hai
miss wafa KANEEZ

Posted on 6/15/2004 11:53:48 AM


Posted on 6/15/2004 12:11:20 PM


Posted on 6/15/2004 12:12:31 PM

wohi to

Posted on 6/15/2004 2:11:33 PM

JB ki Rani:
WAFA ..ITS FOR U

bey wafa bey wafa

"ALAMTI NAZAM


main batao kia karon apney hi dagha deiney lagey
jin pe takya tha wohi patey hawa deney lagey

jin ki dosti pe mujhey naz tha aey logon wahi
adu ko meri barbadi ka samaan deney lagey

ker liya jin k liye chake grebaan meiney
merey hi dost mujhey is jurm ki saza deney lagey

jin ki khatir mainey kabhi jaan se guzarna chaha
wahi dushman ko merey ghar ka pata deiney lagey

meiney is door main wafa ko usool banaya apna
wafa k badley wo mujh ko jafa deiney lagey

to bhi hoshyaar rehna dost se apney koti
kahin tujh ko bhi tera dost na dagha deiney lagey




is mian baar baaar jin ka zikar kiun ho raha hai


hooooohhoohhohoohhahahahahaaaaaa

Posted on 6/15/2004 2:16:42 PM

mujhay kya nahin pata
confusin me in unfair on JB

adii ye ek jin ki kahani hai

Posted on 6/15/2004 2:18:16 PM