Logo

JB’s peotry corner

Sum1 sumwer dreams of ur smile
They fnd in ur presence life is worth while
wen u r lonely
Remember its tru
Sum1 sumwer is thnkin of u           ;  
                                                              Zamane se nahin hum tanhai se darte hain,
Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain,
Dil mein umang hai tujhse milne ki
Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain       
                                                             

Posted on 10/6/2006 5:51:06 AM

Aankho se hamari khushi chalak jati hai, Jab dekh le tumhe ek bar to jese chandni bhi din mein nikal aati hai,Baaho mein tumhari aakar har gum ko bhul jate hai hum,Tumhe paa kar jese hamari har maangi hui duaa kabul ho jati hai
                                                             
Hatch mein hoti hai lakire hazar,kisi lakir mein gum chhupa hota hai to kisi mein khushiyo ki bahaar,Na jane wo konsi lakir hai,jisne mere naseeb mein likha hai tumhara pyaar
                                                    
Talaash karo koi tumhe mil jayega,
Magar hamari tarah tumhe koun chahega,
Zarur koi chahat ki nazaar se tumhe dekh le,
Magar aakhein hamari kaha se layega

Posted on 10/6/2006 5:53:40 AM

Fiza me mehekti shaam ho tum... Pyaar me chalakata jaam ho tum... tumhe dil me chupaye phirte hai... Ae dost meri zindagi ka dusra naam ho tum
                                                             
Hame ashkon se zakhmon ko dhona nahi aata, milti hai khushi to use khona nahi aata, seh lete hain har gham muskurakar, aur log kehte hian hame rona nahi aata
                                                            
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai, sachi chahat to sada bezuban hoti hai, pyar mai dard bhi mile to kya gabrana, suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai

Posted on 10/6/2006 5:58:51 AM

gud work nina

Posted on 10/6/2006 6:18:57 AM

Safar mein shab bhi aani hai sitara bhi nahi rehna
Samander mein parindo ka ishara bhi nahi rehna

Mohabbat mein dilo ka khail aisay hi to hota hai
Hamara bhi nahi rehna tumhara bhi nahi rehna

Ajab be ma-i-gi hai zindagi ki be sebati ki
Kinare per kharay hain or kinara bhi nahi rehna

Judai pal mein le aye gi ek selab aankho mein
Nigahein doob jayengi nazara nahi bhi rehna

Kisi din cheen le jaye ga koi khuwab bhi mujh se
Meri tanhaye ka wahid sahara bhi nahi rehna

Jate jate is tarah sab kuch sawali kar gya
Rooh ka kamra bhara rehta tha khali kar gya

Ab na koi rah jachti hai na koi humsafar
Aik do din k safar ko yun misali kar gya

Waqt bhi kaise ajeeb shay hai hamaray samne
Aik zar'ra beeta to sab duniya khayali kar gya

Ishq ye apne sath kaise nirali kar gya
Chand lamhoon mein tabiat la ubali kar gya

Hijer ka issp pareshaan dil ki her ek arzoo
Fasl -e-lawaris samjh kar pamali kar gya

Posted on 10/7/2006 4:05:59 AM


Beautifully stated

As we grow up, we learn that ….
Even the one person that wasn't supposed to
Ever let you down probably will.
You will have your heart broken
Probably more than once

And
It's harder every time.
You'll break hearts too,
So remember how it felt when yours was broken.
You'll fight with your best friend.
You'll blame a new love for things an old one did.
You'll cry because time is passing too fast,

And
You'll eventually lose someone you love.
So take too many pictures,
Laugh too much,

And
Love like you've never been hurt
Because ….
Every sixty seconds you spend upset
Is a minute of happiness
You'll never get back.

Posted on 10/7/2006 4:10:25 AM

zaberdast

FG

Posted on 10/7/2006 10:04:43 PM

thx

Posted on 10/8/2006 5:06:50 AM

welcome

Posted on 10/8/2006 5:09:46 AM

Love is like the wild rose-briar,
Friendship like the holly-tree—
The holly is dark when the rose-briar blooms
But which will bloom most constantly?

The wild-rose briar is sweet in the spring,
Its summer blossoms scent the air;
Yet wait till winter comes again
And who will call the wild-briar fair?

Then scorn the silly rose-wreath now
And deck thee with the holly's sheen,
That when December blights thy brow
He may still leave thy garland green.

Posted on 10/8/2006 5:10:47 AM


Posted on 10/8/2006 5:20:06 AM


Posted on 10/9/2006 3:36:00 AM


Posted on 10/9/2006 11:28:32 PM

apbi kuch post karo

Posted on 10/13/2006 1:52:59 AM

abhi onlye me thinking

kuch samjh nai lagiiiiiiiiiiii

Posted on 10/13/2006 2:55:56 AM

ab kuch likho

Posted on 10/14/2006 2:19:09 AM

mind xpire ho gaya hia

Posted on 10/14/2006 2:25:35 AM

kiya jab humney izhaar e pyaar unse to
woh samjhey dillagi muskura ke chal diye
hum ro padey apne tootey dil ko dekh ke
sab khwaab hamare ansoon mein dhal gaye

Posted on 10/14/2006 3:41:36 AM

Zakhm taza hay behr hal ye bhar jaye ga
Saaneha ye bhi kisi toar guzar jaye ga

Thek likha tha mere hath ki rekha'on main
To pyar karay ga to bikhar jaye ga

To bichar jaye ga sadma to bohat tha lekin
Kya khabar thi tera ehsas bhi mar jaye ga

Shar-e-khamosh usay merea pata bata daina
Wo mujhe dhondnay khusion ki nagar jaye ga

Main judai ki kasuti per parakh lon ga usay
Tera pyar agar nasha hay to utar jaye ga

Posted on 10/15/2006 2:01:14 PM