hunm ager waqyee tumhari hai tu kewl hai...![]()
but yaar kiya zarrorat thee yahan post kerney kii
acha as your wish.....![]()
javad suna hai apka naam hai karachi khatmal
sahi hai bilkul
ab panga kiya hai to batao yeh main kyon nahi aur main kaise hoon
yar kiya baat hai pehli dafa gal(sana sana) ne sach bola hia
tasver asli hai yan naqli yeh to janubabe a ker batye gi ?
mere pic to sab ne dekhy hui hay