Roop hai tera sona sona
sone teri paayal,
chan chana chan aise chanke,
karde subko ghayal,
keh raha aakhon ka kajal,
ishq mein jina marna......
say shava
mahiya ve shava shava
odnhi odhli
tune mere naam ki
odnhi odhli
tune mere naam ki
aisay bani tu meri
aisay bani tu meri
jaisa radha bani shaam ki
odnhi odhli odhli
haaan
odnhi odhli odhniii
Ishq kamina, Ishq kamina, Ishq kamina
Bedardi, Ishq nigora, sab ka dil,
Is ne toda, har aashiq, ishq se haaraa,
Hum ko bhi, ishq ne maara,
Aaye chain kahin naa,
karde mushkil jeena, ishq kamina..
Nazar nazar dhoonde use meri nazar
Aayegi ek din voh mere saamne
Uski ada ne mujhko aashiq banaake chhoda
Aake meri neendon mein khwaabon se rishta joda
Na usko pata hai, na usko khabar hai
Main uspe fida is kadar
naino seh behte askho keh dhaaro mein
humne tujko dekha chaand sitaro mein
vilhaa ki agni mein pal pal tapti hai
ab to sansey ter maala jahkti hain
tere siva
tere sivaa
tere sivaa, is duniya kaaa
nehe koi kinara sanam
hooooo
nehe koi kinara sanam...
o o jane jana
dhonde tujhe deewana
sapno mein roz aye
a zindagi mein ana sanam
mera khwab mere khayalo ki rani
kisi din banegi humari kahani
hai meri bekhudi
yeh kasam meinne li
pyar mein
aik din
meri jaan tujhe hai pana
o o jane jana
dhonde tujhe deewana
sapno mein roz aye
a zindagi mein anna sanam
mera khwab mere khayalo ki rani
kisi din banegi humari kahani
hai meri bekhudi
yeh kasam meinne li
pyar mein
aik din
meri jaan tujhe hai pana