meray sab behan bahio ke shaadi ho chuki hai jinko obviously maine bohat enjoy kia
sab se pehle to what u call mayiion hota hai
next comes mehndi jis main indian style dance gana etc hota hai
next comes the biggest day in the life of any one shadi us main nikah hota hai jiske baad dulah galay mil mil kar tang ajata hai phir ronay dohnay wali rukhsati hoti hai
uske baad valima hota hai aur phir couple ki dawatain shrou ho jati hai
bus janubabe ya aur kuch puchna hai?????
mujko pata hai yeh sub
describnahi karnay aata kis sko bhi
rasmay main kia hota hai
kaise kaise hoti hain punjabiz main
hum sindhoo main bohat kuch hota hai
bohat hi maza aata hai
per cast cast kay hisab se alag alag changes hoti hain aap batao main bad main batati hon sindhi rasmayin
hamarey yahan
pehley mayyon ho tee hai
pehley lerkey waley hamarey yahan aatey hain
phir lerkii waley jatey hain
phir
shadi kii arrangement
ussey pehley nikaha ki rasam hotee hai
ye tu masjid main
ya ussey waqt...
phir...walima hota hai
phir bohut saree dawaton ka ahtemam hota hai:)
joota churayee kii rasam mehndi/mayyon waley din kii jate hai....ya walima waley din....
or ungli pakerney wali jo rasam hotee hai...wo tu mayyon waley din hii hotee hai:)
jii haan
wese kiya khyal hai
nahi honey chahiyen ye rasmen ya honnee chahoyen
ya bus etnee hi kafee hain in se ziayada nahi
hoon i think etnee hi theek hain:)