MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:

jii,, aur tareekh gawah hai k
"kawwa chala hans ki chala, aur apni bhi bhool gaya"

masi barkatay
aap pehle mujhe larka samajh k darte the,, kuch bolte nahi the,, ab kya hua




hum larkon say dartey nahi unki respect kartey hain

galti say aap ki bhi respect ho gai.....larka samjh k
Posted 19 Apr 2005

Topic: WhY tHiS nA

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i am too much hungry and there is half hour in lunch and no work to do

so is topic ................
Posted 19 Apr 2005

Topic: WhY tHiS nA

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
heart__hacker said:

app financial strenth and protection ki baat kerty hain
i tell u something main nain news paper main perha kay aik man nain shadi ki sub kuch and us ka 500 say kam kercha howa and us ki shadi ho gyii..
OMG ager woo 500 main shadi ker sukta haii to humain kia hota haii




shadi k kharchey ki koi baat nahi
baat hai shadi k baad standard ko intact rakhney ki
baat hai apney resources aur apney expenses main balance ki

aap ko bohot beautiful 20 years of age boys mil jaen ge magar kya haisiyat ho gi unki
parents key money pay aish ker rahey hongey to kya maturity ho gi unki thought main aur kis tarah aik bilkul naya mahol main adjust karein gay
Posted 19 Apr 2005

Topic: WhY tHiS nA

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jo money k barey main baat ki hai na
to actual protection money hai
love k all colours fade per jatey hain shadi k baad jub khaney ko kuch nahi hota aur ghar k kamrey kum partey hain na to pata chalta hai

aur jub aik ya 2 child paida hotey hain .........to pata chalta hai money ki value ka
sara love aik side pey reh jata hai

aur jo jawani ki baat kartey hain no to 30 sall ka mard bhi soch soch ker boorha ho jata hai 6 months main k ab kya ho ga
Posted 19 Apr 2005

Topic: WhY tHiS nA

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aik aur baat aik banda apna career bananey main 10/12 years ko use ker lata hai aur 35 ki age ko puhonch gata hai to kya ab wo shaadi na kary

us nay sirf apni shadi nahi karni hoti
aik porey family ka setup disturb karna hota hai
to wo kya karey ab 35 ka hai to 25 ki lay aey ga to kya qayamat aey gi

kuch nahi ho ga
wo khush rahein gay donon
magar batein karney waloon ko topic mil jaey ga

to ky benifit
Posted 19 Apr 2005

Topic: WhY tHiS nA

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
agar newspaper main 10 ziadtiyan aurat k saath show ki jati hain to 104 men k saath hotii hai but we forget 104 of men and remind again and again 10 of women

coz she is women

Posted 19 Apr 2005

Topic: WhY tHiS nA

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
HH bhai kaisey hain aap


hoonnnnnnnn detailed lecture dey dala

main aapko batata hoon
females ki problems ko highlight karna waisey hi ajkal fashiion ho chuka hai
it is right that there are some problems in small cities but u see overall a lot of problems are solved in modern age regarding females

but it is crises that we see what we wish to see
when we pick newspaper we like to read this type of newe like 20 vs 58
but there r many other news worth our attention

nespapers main to ye news bhi aati hain k in such and such occurance main 200 persons died ya many like news
so i want to say all rare things are beauty of newspapers

if in population of 140 millions if it happens we must not bother about it

there are many men who marry old women so that never became a news have u ever heard a man married 10 year old lady so what u think is not it happening .....it happens but it is not highligted


all the problems of ladies are just u can say are just highligted not as it is

all the females or majority in lahore are studying doing job equal or perhapes with more chances as compared to men so they are improving

i know it has beeen happenbing as u said but u must start this topic 20 years ago when it was actually happening

now it is not happening but there is just 'rolla'
Posted 19 Apr 2005

Topic: SABZ PARI

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SABZ PARI said:

in may say passend kar lo apny liyeeeeeeee







pari aap ko aur ko kaam nahi hai?????????????????
Posted 19 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tarikh gawah hai


inteligents and extra ordinary ko always pagal kaha gya

wo saqrat ho ya colombo


magar hum prove karen gey

hum hain bemisal

hum wo nahi jo zehar ka piyala pe jaein

hem zehar pilaen gey
Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
oey


new generation bohot kuch kar sakti hai



new in
old out

dekha nahi cricket main

puraney kiladi                       kabhi kabhi pehli ball be out ho jatey hain

so cheer up

and be confident

is dunya (jb)main zinda rehna hai to muqabla seekho

hum tumharey saath hain

Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aap is waqat gussa ki top pay hain

lakin kya karein gi


massi kehney say ziada aap kuch nahi kar sakti.......hahahha

aap k tarkash main sirf aik hi teer hai
usi ko bar bar chalain

aur hum to chaley
Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:




dekho abhi khoon laga huwa hai lips ko
Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
dekhaaaaaa


a gaya na






dil ka gusa zuban pay
agey agey dekho..................dimag ki sari......na nikali to kehna
Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
haan aisa he hai



ye log bohot bara gunda samjhtey hein apney aap ko


gunda nahi gundian hain yeeeeeeeeeeeeee
naya jb member to pasand hi nahi
apni ujaradari jamati hain

Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
queen gi ye bubblie pey itna zoor kiyon


aur member bhi hain JB main
Posted 18 Apr 2005

Topic: SABZ PARI

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
achha kisi aur ko pata nahi

SALL sahiba bata rahi hain ,,,,,,,,,,chori......


kya phool aap k they
Posted 18 Apr 2005

Topic: SABZ PARI

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
TT ,,,,,itney barey barey dant nikal rahey ho

mein nay dr sahib ko jock nahi kiya




hum serious hain is waqat
Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
meri beti

her name will be

sara

and son
us ka abhi socha nahi
meri wife select karey gi

waisey sara bohot ursey sey socha howa hai main nay
achha lagta hai
Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
don ki behan


hmmmmmmmmmmmmm    i impressed


phir to uska mood theek karna parey ga
wo ro rahi hai
don tu aap ko nahi chorey ga
TT ge khair manao........................
Posted 18 Apr 2005

Topic: SABZ PARI

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nai main nay to aap ko original main dekha nahi hai is liye pooch raha tha
Posted 18 Apr 2005

Topic: SABZ PARI

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

DR SAHIB JAISA APKA AVATOR HAI KYA AAP BHI AESY HI HAIN
Posted 18 Apr 2005

Topic: WhY tHiS nA

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Balich said:

yah sab isi liyay hota hay bcoz koi in sab batun ko ghalat nahin samajhta

yeah guy 10 saal barha bi theek but girl aik saal bi barhi ho to bura samjha jata haye,,, NABI PAAK (P.B.U.H) nay bi to khud se itni barhi khatoon se shadi ki thi but hamare haan

bas Islam tab hi yad ata hay jab 4 shadion ki baat ho etc etc

baki sab baten bi isi tarha ki hain and GHALAT hain aisa nahin hona chahiyay...

But ham sirf baaten kar saktay hain aur kuch nahin






waisay main nay to kabhi nahi dakha k kissi nay apni beti us say 10 saal barey kangal k sath biahi ho

haan aisa hota hai
k larka financially sound ho
ya phir achi post pay ho
ya so on

to us k saat parents is liye shadi ker datey hain k larki ko protection miley gi

to larki waley protection ki zaroorat k chakar main shadi kar detey hai
jubk men k saath aisa nahi hai
wo protection ki talash main nahi hotey
unko just wife ki zaroorat hoti hai
to kiyon wo apni choice ki na dhoondhein


ye sub batein jo hh sahib nay likhi hain
aisa hota ho ga
lakin ye bhi parents ki doorandeshi hoti hai
agar new generation ye consider karti hai k kuch lay aur kuch day ka suda kar k parents nay ziadti ki hai to ye ziadti samjhney waloon ki hai
Posted 18 Apr 2005

Topic: WhY tHiS nA

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
heart__hacker said:

well barket baat yay haii kay main nain bi yay hi kahnain ki try kii haii kay why u do this
hum bohaat bolty hain and jub kernain ki bari ati haii to pata nahiii humain kia ho jata haiii kay hum us cheez ko rukty hi nahiii
app nain bi dosroo wali hi baat kii
and shadi koyii bi hoo laken yay baatain zaroor hoti hain
aik larki mazoor haii to us ki shadi kabi nahii hoti and ager aik larka mazoor haii us ki shadi ho jati haii
why this na

MsaeedBarkat said:

aisa to nahi hota


usually both the families satisfy themselves regarding financial status
moral status
study
personality
family background
etc etc



and who do not care for that

it is called       love marrige.......usually flop


so what can another do when one is willing to be traped.........





dear aap nay main question main to larki ki mazoori wali koi baat nahi kahi
us main to aap nay larki ko koi aur dunya ki makhlooq bana ker bataya hai aur larkey ko most inferior creature of world

it is right that mazoor guys get marriage
but unko bhi koi hoor to nahi milti
just guzara hi hota hai
ya phir us k status ko dakhtey howey shayad koi achha rishta mil jaey

to aap aik advertise dein k american national girl jo k 40 years ki hai k liye rishta ki zaroorat hai

most hero type boys will send there testimonials to that woman

so what is the standard.........................
as guy or gal

all is same

diffference is status and etc
Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
dari kiyon


personality say yaaaaaaaaaa




shakal main nahi kahoon ag
Posted 18 Apr 2005

Topic: WhY tHiS nA

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
heart__hacker said:

akher asa koyooo hota haii

larka matric fail chaly ga
larki MATRIC pass nahii M.A pass TO Hooo

Larka Poor theek haii
Larkii Rich hoo to theek haii

Larka badmash
larki shareef honi cheay

Larka kuch na kerta hoo
larki shadi kay baad us ko sub kuch day..car house job

larka kala shah kala
larki beautilful hoo

larkay ka aik hath haii hi nahii
larki kay dono hath hoon fit hoo

larka 40 ka hoo
larkii 20 ki hoo


larkay ko kuch na ata hoo
larki ko sub kuch ata hoo

why this all na....app ko nahii lagta kay asa nahii hona cheay jasiii larki wasa larka hooo.
what do u think?







whatever u wrote this..........
if this happen , i will just say...............family of grl is stuppid

Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
threat ,,,,,,,,mixed in advice



wo bhag bhi chuka hai
Posted 18 Apr 2005

Topic: SABZ PARI

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ab hum kuch nahi kahein gay



aap nay ooper rang badla
aur neechey bataya kaun kaun rang badlta hai


mausam to aap ho nahi
aur insan ..........as u said,,,,,,,,,do not change color

so one thing is left


.........hum kuch nahi kahein gay
Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:

O Ooo ooo...
aate hi hum se na bigariye,


u r new here and donno anything abt jb so enjoy ur stay here,,,
i HOPE jald hi aap pe koi personal ATTACK hon,, tab dekhein ge kab tak mazak mei urao ge




us becharey ko atey he darana shoro kar diya.....

bhag jaey ga!!!!!!!!!!!!11
Posted 18 Apr 2005

Topic: SABZ PARI

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
badlta hay aasman rang kaisay kaisay
Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat

Age: 124
7108 days old here
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aap say ya uncle say
Posted 18 Apr 2005