mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
main ney dekha tha unn dinno mein ussey
jub wo khiltey gullab jessa tha
uss ki palkon se neend chanti thi
uss ka lehja sharab jessa tha
uss ki zulfoon se bheegti thi ghatta
uss ka rukh mehtaab jessa tha
log parhtey they khaal-o-khat uss key
wo adab ki kitab jessa tha
bolta tha zuban khushboo ki
log suntey they dharkano mein ussey
main ney dekha un dino mein ussey
sari aankhyein thein aayeena uss ki
sarey chehreoon mein intekhab tha wo
sab se ghul mil kar ajnabi rehnaa
eik darya numma sarab tha wo
khawab ye hai key wo haqeeqat tha
ye haqeeqat hai koi khawab tha wo
dil ki dharti pe' aasman tha wo
surat-o-saaya-o- Sahab tha wo
rang partey they aanchlon mein uss key
main ne dekha tha unn dino mein ussey
jub wo hans hans key baat karta tha
dil key kheymey main raat' karta tha
main ney paaya hai rut-jaggon mein ussey
main ney dekha tha unn dino mein ussey
jab main tha uss mein'aur mujh mein woh
Posted 13 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
ok Thanks
Posted 12 Apr 2005

Topic: hi

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
hahahhahahahaha....
is musam mein Mango kahan say aye
Posted 12 Apr 2005

Topic: Barish

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
apney ehsaas sey choo kar mujhey sanddal kar dey
main jo saddiyoon sey adhoora hoon mujhey mukamal kar do
naa tumhain hosh rahey'naa mujhey hosh rahey
iss qadar toot key chahao mujhey 'paagal kar do
tum hatheyli ko merey pyar ki mehndi se rango
apni aankhon ko merey naam ka kajal kar do
iss key saaye main merey khawab dehak uthyein
merey chehrey pey mehakta howa aanchal kar do
dhoop hi dhoop hoon'toot ker barsoo mujh per
main to seh'rah hoon' mujhey pyaar ka baadal kar do
Posted 12 Apr 2005

Topic: Barish

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
WOW PAKI FAN
Posted 12 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Is Raat Ki...Tanhayeeon K
Sab Rang Badal Gaye Hain
Chand Nikla Hai Waisay He
Andharay Badal Gaye Hain

Jin K Bharosay Theen Khushian
Woh Badal Thahar Gaye Hain
Manzilain To Ab Bhi Woh He Hain
Kuch Rastay Badal Gaye Hain

Jin Pe Kiya Tha Bharosa Hum Nay
Woh Dost Bichar Gaye Hain
Dekhay Thay Jo Hum Nay
Woh Khwab Badal Gay Hain

Jo Banay Thay Kabhi Humsafar
Aaj Woh He Mukar Gaye Hain
Iss Tutay Huay Dil K Saray
Jazbaat Badal Gaye Hain

Na Badlay Kabhi Hum
Na Badlay Humaray Khayalat
Bas Rona Hai Yehi
KUCH LOG BADAL GAYE HAIN
Posted 12 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Gr8
Posted 12 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
MAIN NAY TUJHAY KHOYA TOU AESSA LAGHA
JESSAY MERRAY PASS HOO KUCH NA BACHA

AIK WOH MOSSAM APNAY MILLAN KA ,
BIKHREE THEE MERRAY SHANNAY PAY KHUSHBU
AB YEH SAMMA HAI TANHAEE KA,
HIJR KAY SAYAY PHELLAY HERSOOO
KOI NA JANNAY KITNA ARMAANOON KA KHOON BAHHA

MAIN NAY TUJHAY KHOYA TOU AESSA LAGHA
JESSAY MERRAY PASS HOO KUCH NA BACHA

KHAWAB HUWEEN WOH PYAR KI RATAIN,
ROOTH GAEEN WOH CHANCHL BATAIN
ZULFOON KA JADU BEEGHI RUTOON MAIN,
YADOON KI JIL-MIL IN ANKHOON MAIN,
DILL KO KESSY CHAIN AYAY...???
JISS DILL MAIN TUU HO BASSA.

MAIN NAY TUJHAY KHOYA TOU AESSA LAGHA
JESSAY MERRAY PASS HOO KUCH NA BACHA

GHOONJAIN FIZAA MAIN MERRI SADA'AIN
BAJHTI HOON JESSAY BADHLI HAWAIN,
DHOOP KA MANZER KAB BADLAY GHA,
AANCHAL TERRA SAYYA TAKKAY GHA,
MERRAY SANG SANG BADAL BHI,
HAI KHULL KAY AAJ ROYYA.

MAIN NAY TUJHAY KHOYA TOU AESSA LAGHA
JESSAY MERRAY PASS HOO KUCH NA BACHA
Posted 12 Apr 2005

Topic: hi

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Posted 12 Apr 2005

Topic: hi

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
halazzzzzzzzzzz lolzzzzzzzzzzzz
Posted 11 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Kash main terre haseen haath ka kangan hota
tu baray pyaar se chaho se baray maan ke saath
apni nazak se lalayi charhati mujh ko
aur betabi se furkat ke khizan lamho mein
tu kissi soch mein dobi jo ghomati mujh ko
main terre haath ki khusshbo se mehak sa jata
jub kabhi mode mein a kar mujhay chooma karti
terre hontoon ki hiddat se dehak sa jata
raat ko jub bhi tu nendoon ke safar par jati
Marmari haath ka ik takiya banaya karti
main terre kaan se lag kar kayi batein karta
terri zulfoon ko terre gaal ko choma karta
jub bhi tu band kaba kholne lagti Jana
apni ankhoon ko terre hussan se khera karta
mujh ko betab sa rakhta terri chahat ka nasha
main terri roh ke gulshan mein mehakta rahta
main terre jisam ke angan mein khanakta rahta
kuch nahi to ye hi benaam sa bandan hota
Kash main terri haseen haath ka Kangan hota
                      Mohabbaton Ka Safeer
Posted 11 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Thanks Paki FaN & DIL KI RANI
Posted 11 Apr 2005

Topic: hi

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
acha janab aap ko bara pata hai,lagta hai kafi jaan pehchan hai aap ki fashion police mein.chanda kisi pe tanz karne say pahlay banda khud ko bhi kabhi dekh leta hai.aap ki pic dekh kar lagta nahi ke kisi nay thapar marr ke bethaya hai.
Posted 09 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Apnay haathon say yoon chehray ko chupatay kyon ho,
Mujh say sharmatay ho to saamnay aatay kyon ho !
Tum kabhi meri tarah kar bhi lo ikraar-e-wafa,
Pyaar kartay ho to phir pyaar chupatay kyon ho !
Ashq aankhon mein meri dekh kay rotay kyon ho,
Dil bhar aaata hain to phir dil ko dukhatay kyon ho !
In say vaabasta hai jab mera muqaddar phir tum,
Meray shano say yeh zulf hatatay kyon ho !
Roz mar mar kay mujhay jeenay ko kehtay kyon ho,
Milnay aaatay ho to phir laut kay jaatay kyon ho !
Apnay haathon say yun chehray ko chupatay kyon ho,
Mujh say sharmatay ho to saamnay aatay kyon ho !
Posted 09 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Thanks DUA & DEJAVU
Posted 09 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Tum sey mil kar...Tumhein bhoolana...Mushkil hai...Aasan nahi
Deewaney Dil ko samjhana...Mushkil hai Aasan nahi...

Har Rasta...har Manzar ab tu...koi Fasana lagta hai
Jab sey Tum aaye ho...sara Sheher suhana lagta hai...
Jatey lamhon ka ruk jana
Mushkil hai...Aasan nahi...

Jhukti Aankhein...Rukti Sansein..Dard adhoora kehti hain
Dil ki pori baatein aksar...Dil ke andar rehti hain...
Dil ki baat...Zubaan par layna
Mushkil hai...Aasan nahi...

Jo Hum chahein woh Tum chaho...Phir bhi q yah Doori hai
Mil kar bhi Hum mil nahi paatey...Yah kasie majboori hai...

Rasmon ki Deewaar girana
Mushkil hai...Aasan nahi...
Posted 08 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Thanks Queen Victoria ..... Good Shot Asian
Posted 08 Apr 2005

Topic: hi

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
haan merri hai kyun ?
Posted 08 Apr 2005

Topic: hi

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
lo jee khussh fehmiyan
Posted 07 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Rukhsat Howa To Baat Meri Maan Ker Gaya
Jo Uss Ke Paas Tha Mujhe Daan Ker Gaya
    
Bichra Kuch Iss Adda Sey Ke Rut Hi Badal Gay
Ek Shaks Sarey Shaher Ko Weraan Ker Gaya
    
Dilchasp Waqiya Hai Ke Kal Ek Aziz Dost.....
Apney Mufaat Par Mujhe Qurbaan Ker Gaya
    
Kitni Soudhar Gaye Hai Judaai Mey Zindagi
Haan Woh Jafa Jo Mujh Pay Ahsaan Ker Gaya
    
Main Baat Baat Par Kehta Tha Jisko Jaan
AnMoL Shaks Akhir Mujh Ko BeY JaaN Ker Gaya
Posted 07 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Ghum Ki Barish Ne Bhee Teray Naqsh Ko Dhoya Nahin
Tu Nay Mujh Ko Khoo Diya, Mainay Tujhay Khoya Nahin

Neend Ka Halka Gulabi Saa Khumaar Ankhon Main Tha
Yuun Laga Jaisay Woh Shab Ko Deir Tak Sooya Nahin

Har Taraf Dewar O Dar Or Inn Main Aankhon Ke Hajoom
Keh Sakay Jo Dil Ki Halat Woh Lab-e Goyaa Nahin

Jurm Adam Ney Kiya Or Nasl-e-Adam Ko Sazaa
Kaatt Ta Hoon Zindagi Bhar Jo Mainay Boyaa Nahin

Jaanta Hoon Ik Aisay Shakhs Ko Main Bhee
Ghum Se Pathar Ho Gaya Lekin Kabhi Rooya Nahin...
Posted 06 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
hahahahahahhaha Queen darrne ki koi zarorat nahi .ye bhi Allah ki hi makhlok hai.dont worry aap ko kuch nahi kahein gey
Posted 06 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Jeyse Zindagii Ka Saboot Deyti Hai Har Saans,
Ayese Hi Har Lamha Merey Pass Hai Tumhara Ehsaas.
Jeyse Chupkey Sey Badal Chaand Ko Chumey,
Ayese Hi Mujhey Chowa Jata Hai Tumhara Ehsaas.
Loog Deytey Hain Apni Jaan Mohabbat Mein,
Magar Mujhey Zinda Rakhy Hoye Hai Tumhara Ehsaas.
Meri Zindagii Bey Ronak Thi Veeraney Ki Manid,
Meri Zindagii Ko Rang Deyta Hai Tumhara Ehsaas.
Yahan Tou Mushkiloo Mein Saya Bhi Saath Choor Deyta Hai,
Par Har Waqt Jo Saath Hai Woh Hai Tumhara Ehsaas.
Teri Yaad Mein Jab Ansoon Nikaltey Hain Ankhoon Sey,
Mujhey Apni Bahoon Mein Bhar Leyta Hai Tumhara Ehsaas.
Mera Ishq Tum Ho , Mohabbat Aur Dua Bhi.............
Bas Ab Yehi Arzoo Hai k Paloon Tumhara Ehsaas
Posted 05 Apr 2005

Topic: Kiss

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Posted 04 Apr 2005

Topic: hi

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
ohho janab u know ke merra kungfu ke kon sa style hai ? nahi na main batata hoon.my style is WHUSHU KUNGFU aur ye same eassay hi hai.thai kick boxing hoti hai.aur janab aap ka jo bhi style ho.aap ring mein pata chal jaye ga
Posted 04 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Posted 04 Apr 2005

Topic: saba kiun

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Posted 02 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Posted 02 Apr 2005

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
Posted 31 Mar 2005

Topic: hi

mughl-e-azam

Age: 44
7009 days old here
Total Posts: 331
Points: 0

Location:
Chakwal, Pakistan
ohhoooooooooooo U Know Miss Ash i m Black Belt In KungFu & i m also Gold Medalist in KungFu .to janab mujhay Punches say matt darana.
Posted 31 Mar 2005